SEARCH RESULTS
Showing search results for "خرگوش"
Ghazal MATCHES FOR "خرگوش"
Ghazal
jiit is baar bhii kachhve kii hu.ii hairat hai
dau.D me.n ab ke to KHargosh nahii.n soyaa thaa
Moin Shadab
Ghazal
samajhdaarii se apnii race jiitii ek kachhu.e ne
are KHargosh terii chaal par raftaar par la.anat
Ujjawal Vashishtha
Ghazal
Dr. Azam
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
KHargosh ab ke so.e zaruurii nahii.n 'kamaal'
kachhvaa to tez-gaam abhii tak nahii.n hu.aa
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
Nazr Fatmi
Ghazal
Dr. Bhavna
Ghazal
Arshad Rasool Badayuni
Ghazal
apnii raftaar-o-zehaanat kaa takabbur aksar
dau.Dne vaalo.n ko KHargosh banaa detaa hai
Mujtaba Shahroz
Ghazal
Jashn Abbas
Ghazal
chhaa.o.n milte hii Thahar jaate hai.n sustaane ko
yaa'nii ab kachhve bhii KHargosh hu.e jaate hai.n
Sarita Jain
Ghazal
Majid-ul-Baqri
Ghazal
sust-KHiraamo.n ne phir se manzil maarii hai
raftiizo.n kii niinde.n phir KHargosh pa.Dii hai.n
Parwez Rahmani
Ghazal
varna KHargosh ko kachhvaa bhii haraa detaa hai
shauq-e-aaraam safar me.n nahii.n rakkhaa jaataa