SEARCH RESULTS
Showing search results for "خود_رفتہ"
Ghazal MATCHES FOR "خود_رفتہ"
Ghazal
aise KHud-rafta ho ai 'sheftaa' kyuu.n
kahii.n us shoKH kaa ram yaad aayaa
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
hamaare saamne phaile savaalo.n se bhare naqshe
tujhe kar de.nge KHud-rafta hamaare saamne mat aa
Hamida Shaheen
Ghazal
sun.ne vaalo.n ko jo KHud-rafta kare ai 'ahmar'
apne shero.n me.n vo e.ajaaz kahaa.n se laa.uu.n
Ahmar Gorakhpuri
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
pahu.nchaa jo tere kuuche me.n KHud-rafta ho gayaa
jaataa rahaa mai.n aap se raah-e-najaat me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ko.ii maqaam-e-shauq shikaayat na kar sake
KHud-rafta ban ke jii kabhii farzaana ban ke jii
Sufi Zamzam Bijnori
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ghar apnaa to bhuulii hii thii aashuftagii-e-dil
KHud-rafta ko ab dar bhii tiraa yaad nahii.n hai
Waheed Akhtar
Ghazal
KHud-rafta kar diyaa hai ye josh-e-bahaar ne
phirte hai.n buu-e-gul kii tarah baaGbaa.n KHaraab
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
Hirman Khairabadi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
khel samjhaa kiye 'aalam ke karishmo.n ko ham
dil-e-KHud-rafta kisii baat se hairaa.n na hu.aa
Dattatriya Kaifi
Ghazal
sun ke aamad un kii az-KHud-rafta ho jaate hai.n ham
peshvaa lene ko jaanaa ko.ii ham se siikh jaa.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ram Parshad Sharda
Ghazal
jalva-e-hilla-e-jannat se ye KHud-rafta hu.aa
mai.n ne kin haatho.n se pahnaa thaa kafan yaad nahii.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
harf-e-saada varaq-e-nam suKHan-e-KHud-rafta
dil hai yaa miir-taqii-'miir' kaa diivaa.n jaise