SEARCH RESULTS
Showing search results for "خیانت"
Ghazal MATCHES FOR "خیانت"
Ghazal
hai amaanat me.n KHayaanat so kisii kii KHaatir
ko.ii martaa hai to hairat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
ab tire raaz sambhaale nahii.n jaate mujh se
mai.n kisii roz amaanat me.n KHayaanat karuu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
tishna-kaamii me.n ri'aayat nahii.n karne vaale
ham amaanat me.n KHayaanat nahii.n karne vaale
Aqib Sabir
Ghazal
jo zaKHm diye aap ne mahfuuz hai.n ab tak
aadat hai amaanat me.n KHayaanat nahii.n karte
Asim Wasti
Ghazal
Arslan Abbas
Ghazal
tuu ne jo dard kii daulat hame.n dii thii us me.n
kuchh izaafa hii kiyaa ham ne KHayaanat nahii.n kii
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
kartaa hai amaanat me.n KHayaanat jo saraasar
har aise bashar se ko.ii nisbat nahii.n achchhii
Yaseen Barari
Ghazal
nahii.n ye Gam ki amaanat me.n kyuu.n KHayaanat kii
mujhe ye dukh hai vo apnaa yaqiin beach aa.e
Chand Akbarabadi
Ghazal
ek ham saKHaavat me.n ghar ka ghar luTaa baiThe
ek vo KHayaanat se apnaa ghar sajaa baiThe
Altamash Shams
Ghazal
Professor Mahmood Alam
Ghazal
ab tujhe kaise bataa.e.n ki tirii yaado.n me.n
kuchh izaafa hii kiyaa ham ne KHayaanat nahii.n kii
Haleem Qureshi
Ghazal
bevafaa.ii daGaa KHayaanat bhii
ishq me.n kuchh nayaa nahii.n hotaa