SEARCH RESULTS
Showing search results for "دربدری"
Ghazal MATCHES FOR "دربدری"
Ghazal
dar-ba-darii kaa hame.n ta.ana na de ai chashm-e-Gazaal
dekh vo KHvaab ki jis ke liye ghar se nikle
Ummeed Fazli
Ghazal
har manzil-e-Gurbat pe gumaa.n hotaa hai ghar kaa
bahlaayaa hai har gaam bahut dar-ba-darii ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sabaa ke saath milaa mujh ko hukm-e-dar-ba-darii
gulo.n kii zid hai mizaaj un kaa puuchh kar jaa.uu.n
Waheed Akhtar
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
Tariq Matin
Ghazal
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
ham ko bhii sharaf baKHsh kabhii dar-ba-darii kaa
us aa.nkh se ye 'arz ka.ii baar guzaarii
Jamal Ehsani
Ghazal
sivaa.e-dar-ba-darii us ko KHaak miltaa hai
jo aasmaan se apnii zamii.n badaltaa hai
Alamtaab Tishna
Ghazal
aashufta kiyaa itnaa 'ziyaa' dar-ba-darii ne
baavar nahii.n aataa ki hamaaraa ko.ii ghar hai
Zia Jalandhari
Ghazal
bas ek KHosha-e-gandum aur aisii dar-ba-darii
vo aasmaa.n ko zamii.n par utaarne kaa 'amal
Nadeem Fazli
Ghazal
mai.n dar pe tire dar-ba-darii se nikal aayaa
chal kar ba-durustii Galatii se nikal aayaa
Iqbal Kausar
Ghazal
ai shab-e-dar-ba-darii aa.nkh me.n raushan kyaa hai
kuchh sitaare ki sar-e-matla'-e-imkaan jo hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
kare.n hisaab to phir qais kaa zamaana bhii
hamaarii dar-ba-darii kaa zamaana bantaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
Kuldeep Kumar
Ghazal
ik dam hamaarii dar-ba-darii par na jaa 'miraash'
ik 'umr shahr-e-'ishq me.n rah kar ke aa.e hai.n