SEARCH RESULTS
Showing search results for "دستگیری"
Ghazal MATCHES FOR "دستگیری"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Azad Ansari
Ghazal
ye terii dast-giirii ek din le Duubegii mujh ko
mirii har baat par terii himaayat maar Daalegii
Sabihuddin Shoaiby
Ghazal
dast-giirii bhii to kartii hai hamesha merii
girne lagtaa huu.n uThaa detii hai aavaaz tirii
Zulfiqar Ahsan
Ghazal
dast-giirii jo hai bande kii KHudaa ko manzuur
uThte hai.n dast-e-du.aa 'arsh' du'aa se pahle
Meer Kallu Arsh
Ghazal
laakh par bhaarii hai.n terii dast-giirii chaahiye
kyuu.n kisii pe baar ho.n ai himmat-e-mardaana ham
Natiq Gulavthi
Ghazal
ajal bhii aatii nahii.n merii dast-giirii ko
so roz jaa.n mirii letii hai ab hayaat mirii
Shahbaz Shamsi
Ghazal
aanan-faanan me.n kisii ne dast-giirii kii mirii
kaam thaa mushkil kaa ahlan aur sahlan ho gayaa
Kavish Badri
Ghazal
ham apnii mashq-e-tasavvur kii dast-giirii se
naqaab ruKH se kisii ke uThaa.e jaate hai.n
Bedil Azimabadi
Ghazal
unhii.n ko da.avaa hai bastii me.n dast-giirii kaa
vo dastgiir jo saa.il talak nahii.n pahu.nche
Siraj Sholapuri
Ghazal
Athar Ziai
Ghazal
dast-giirii hii na kii tuu ne ki juu.n naqsh-e-qadam
KHaak me.n tere liye mai.n ai tavaanaa.ii milaa
Shah Naseer
Ghazal
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
ha.nsii nasiib nahii.n hai KHushii nasiib nahii.n
vo jab se ruuTh ga.e zindagii nasiib nahii.n