SEARCH RESULTS
Showing search results for "دعوت_شیراز_ابر_و_باد"
Ghazal MATCHES FOR "دعوت_شیراز_ابر_و_باد"
Ghazal
talKHi-e-kaam-o-dahan kii aabyaarii ke liye
daavat-e-shiiraaz-e-abr-o-baad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ye abr-o-baad ye tuufaan ye a.ndherii raat
ab ek mo.D pe aa jaa rafiiq-e-raah-e-hayaat
Salam Machhli shahri
Ghazal
tuufaan-e-abr-o-baad se har-suu namii bhii hai
pe.Do.n ke TuuTne kaa samaa.n diidanii bhii hai
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
Iqtidar Javed
Ghazal
dil-e-pazh-murda ko ham-rang-e-abr-o-baad kar degaa
vo jab bhii aa.egaa is shahr ko barbaad kar degaa
Jamal Ehsani
Ghazal
ab ke bhii nahii.n aayaa abr-o-baad kaa mausam
buu.nd ko tarastii hai.n siipiyaa.n hathelii par
Imtiyaz Saghar
Ghazal
na aa.e is pe sitam dekhiye bahaane kaa
ye abr-o-baad bahaana hu.aa na aane kaa
Mohsin Darbhangwi
Ghazal
ko.ii kahe ki shab-e-mah me.n kyaa buraa.ii hai
balaa se aaj agar din ko abr o baad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bachaa liyaa thaa KHvaab jo masaafato.n kii dhuup se
vo abr-o-baad manzaro.n ke darmiyaan kho diyaa
Ayub Khawar
Ghazal
tuufaan abr-o-baad me.n sab hai.n ghire hu.e
kashtii ko de to kis kii KHabar baadbaan de
Iqbal Haidri
Ghazal
lahuu ke naam likh diye hai.n tiir abr-o-baad ke
zamii.n hadaf banii hu.ii hai aasmaa.n kamaan hai
Nizamuddin Nizam
Ghazal
shadiid abr-o-baad thii vo zehn-o-dil ke darmiyaa.n
badan-zamiin Garq thii lahuu me.n iztiraab thaa
Javed Nadeem
Ghazal
paas rahe.n yaa duur magar un aa.ankho.n me.n
mausam-e-abr-o-baad hamesha rahtaa hai
Sabir Waseem
Ghazal
tuufaan-e-abr-o-baad nihaa.n saahilo.n pe hai
dariyaa kii KHaamushii me.n Dubone kaa rang hai
Muneer Niyazi
Ghazal
'uryaa.n hu.aa hai maah shab-e-abr-o-baad me.n
jaise safed raushnii Gaaro.n ke saath saath
Muneer Niyazi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
muntazir huu.n Gam ke is tuufaan-e-abr-o-baad me.n
kab ghaTaa kaa shor kam ho kab havaa thak kar gire
Jafar Shirazi
Ghazal
sehn-e-chaman me.n apne 'nazar' thii ajab bahaar
thaa daur-e-abr-o-baad abhii kal kii baat hai