SEARCH RESULTS
Showing search results for "دف"
Ghazal MATCHES FOR "دف"
Ghazal
pyaar ke giit havaa.o.n me.n sune jaate hai.n
daf bajaatii hu.ii rusvaa.ii chalii jaatii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
be-nishaa.n hai safar raat saarii pa.Dii hai magar
aa rahii hai sadaa dam-ba-dam sabr kar sabr kar
Nasir Kazmi
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
daf bajaatii hu.ii sahraa.o.n se aa.egii havaa
aur phir ho.nge yahaa.n raqs-kunaa.n duusre log
Irfan Siddiqi
Ghazal
phe.nk kar sub.ha o sajjaada o dastaar o kulaah
ba rabaab o daf o tambuura o paimaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
kin kin kii aatmaa.e.n pahaa.Do.n me.n qaid hai.n
aavaaz do to bajte hai.n patthar ke daf yahaa.n
Javed Nasir
Ghazal
sar chashm sabr dil dii.n tan maal jaan aaTho.n
sadqa ka.ii hai.n tum par lo mehrbaan aaTho.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
saaqii hai na mai hai na daf-o-cha.ng hai holii
kyaa haal hai imsaal ye kyaa rang hai holii
Hatim Ali Mehr
Ghazal
lagaa jab aks-e-abruu dekhne dildaar paanii me.n
baham har mauj se chalne lagii talvaar paanii me.n
Shah Naseer
Ghazal
ye shahr shahr-e-balaa bhii hai kiina-saaz ke saath
nikal chalo kisii mahbuub-e-dil-navaaz ke saath
Rais Amrohvi
Ghazal
daf-e-gul TuuT ga.ii dast-e-sabaa me.n lekin
raqs karte hii rahe vajd me.n aane vaale
Aslam Ansari
Ghazal
Anjum Rumani
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
yaa.n tum ko ye aavaaz-e-daf-o-cha.ng mubaarak
be-kashmakash-e-KHirqa-o-tasbiih-o-ridaa raqs