SEARCH RESULTS
Showing search results for "دل_لگی"
Ghazal MATCHES FOR "دل_لگی"
Ghazal
kyo.n havaa ham ko samajhne lagii dushman ai dil
ham diye bechte phirte hai.n salaa.ii to nahii.n
Dil Sikandarpuri
Ghazal
dil-jalo.n se dil-lagii achchhii nahii.n
rone vaalo.n se ha.nsii achchhii nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Ahmed Arsalan
Ghazal
aashiq samajh rahe hai.n mujhe dil lagii se aap
vaaqif nahii.n abhii mire dil kii lagii se aap
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ko.ii dil-lagii dil lagaanaa nahii.n hai
qayaamat hai ye dil kaa aanaa nahii.n hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
dil se dil lagaate hai.n dil-lagii nahii.n karte
aise vaise logo.n se dostii nahii.n karte
Ameer Nehtauri
Ghazal
Basheer Ahmad Shad
Ghazal
dil-lagii karne se ye dil kahaa.n maanaa hotaa
tum na milte to kahii.n aur Thikaanaa hotaa