SEARCH RESULTS
Showing search results for "رعونت"
Ghazal MATCHES FOR "رعونت"
Ghazal
ye vaqt kis kii ra.uunat pe KHaak Daal gayaa
ye kaun bol rahaa thaa KHudaa ke lahje me.n
Iftikhar Arif
Ghazal
is baar ja.ng us se ra.uunat kii thii so ham
apnii anaa ke ho ga.e us ke nahii.n hu.e
Vipul Kumar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
shahr-e-ta.alluqaat me.n u.Dtii hai jin se KHaak
fitne vo sab ra.uunat-e-pindaar se uThe
Akbar Hyderabadi
Ghazal
jitne bhii daaG ra.uunat ke hai.n dhul jaa.e.nge
hauz-e-mai me.n tujhe shaiKH aaj Duboyaa jaa.e
Gopal Mittal
Ghazal
aa.nkh me.n tanz-o-ra.uunat kii chamak baaqii rahe
lab pe ye talKH sii muskaan mubaarak ho tujhe
Mohammad Shahid Firoz
Ghazal
apne andar hii ra.uunat kii fazaa hai shaayad
log utarte hii nahii.n ruuh kii gahraa.ii me.n
Maqsood Aafaque
Ghazal
is tarah chal rahaa hai ra.uunat ke saath vo
jaise KHiraam-e-naaz se aage safar na ho
Irfan Sattar
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
chehre pe mere ab vo ra.uunat nahii.n rahii
aa.iina dekhne kii zaruurat nahii.n rahii
Sanjay Mishra Shauq
Ghazal
zinda haqiiqato.n kii hotii hai parda-poshii
paltii hai jab ra.uunat naadaan aa.ine me.n
Ghalib Irfan
Ghazal
us ke lahje me.n ra.uunat to nahii.n hai
us ko nazro.n se giraayaa jaa rahaa hai
Asad Raza Sahar
Ghazal
Armaan Jodhpuri
Ghazal
havaa-e-dahr chalii hai ba.Dii ra.uunat se
dayaar ishq me.n ko.ii jalaa rahaa hai charaaG
Mushtaq Ajiz
Ghazal
ye tamkanat-o-mansab-o-pindaar-o-ra.uunat
sab chho.D diyaa kuucha-e-dildaar ke andar