SEARCH RESULTS
Showing search results for "رقابت"
Ghazal MATCHES FOR "رقابت"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kise KHabar vo mohabbat thii yaa raqaabat thii
bahut se log tujhe dekh kar hamaare hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
ko.ii ho bhii to zaraa chaahne vaalaa teraa
raah chalto.n se raqaabat nahii.n kii jaa saktii
Jamal Ehsani
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHaandaanii rishto.n me.n aksar raqaabat hai bahut
ghar se niklo to ye duniyaa KHuubsuurat hai bahut
Bashir Badr
Ghazal
bujh ga.ii.n sham.e.n to dam to.D ga.e jho.nke bhii
jis tarah zahr-e-raqaabat se havaa zinda thii
Ahmad Faraz
Ghazal
KHuub duniyaa hai ki suuraj se raqaabat thii jinhe.n
un ko haasil kisii diivaar kaa saaya na hu.aa
Shahryar
Ghazal
nishaan-e-qabr bhii chho.Daa nahii.n raqaabat ne
kisii ko aise ko.ii KHaak me.n milaataa hai kyaa
Khurshid Talab
Ghazal
Waqar Sahar
Ghazal
jhag.De bhii kahii.n rashk-e-raqaabat ke miTe hai.n
ulfat me.n kabhii KHaam-KHayaalii bhii ga.ii hai
Muztar Khairabadi
Ghazal
ko.ii aasaan rifaaqat nahii.n likkhii mai.n ne
qurb ko jab bhii likhaa jazb-e-raqaabat likhkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
ehsaas-e-rqaabat se jabiino.n ko bachaa.o
Takraa.e.nge sajde to ko.ii dar na bachegaa
Ezaz Afzal
Ghazal
ham ko parvaana o bulbul kii raqaabat se Garaz
gul me.n vo rang nahii.n sham.a me.n vo nuur nahii.n
Safi Lakhnavi
Ghazal
dushman kii nazar aataa huu.n mai.n jaan kaa apnii
phiikii hai raqiibo.n kii raqaabat mire aage