SEARCH RESULTS
Showing search results for "روا_داری"
Ghazal MATCHES FOR "روا_داری"
Ghazal
Dagmagaane na diye paa.nv ravaa-daarii ne
mai.n sharaabii thaa magar roz sa.nbhal kar niklaa
Haseeb Soz
Ghazal
KHatm mahlo.n kii ravaa-daarii kaa dastuur hu.aa
ab yahaa.n kaun hai diivaar me.n ga.Dhne vaalaa
Aajiz Hengan Ghati
Ghazal
ye buzurgo.n kii ravaa-daarii ke pazhmurda gulaab
aabiyaarii chaahte hai.n in me.n chingaarii na rakh
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
log girviida mire yuu.nhii nahii.n aaj 'latiif'
dil ko jiitaa hai ravaabit se ravaa-daarii se
Lateef Ahmad Subhani
Ghazal
Nusrat Mehdi
Ghazal
ham ne to bain me.n nauhe me.n sadaa-kaarii kii
aaj dafnaa dii hai mayyat bhii ravaa-daarii kii
Junaid Akhtar
Ghazal
Farah iqbal
Ghazal
Ainuddin Azim
Ghazal
Tarab Siddiqi
Ghazal
Kausar Siwani
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
mai.n raah-e-daar-o-rasan se guzar gayaa kaise
qubuul maslak-e-mansuur kar gayaa kaise
Firdaus Gayavi
Ghazal
rasm-o-raah-e-dahr kyaa josh-e-mohabbat bhii to ho
TuuT jaatii hai har ik zanjiir vahshat bhii to ho
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
haa.e vo log jo the ruuh-o-ravaan-e-dehlii
taa-dar-e-KHuld ga.e kar ke gumaan-e-dehlii
Mohammad Ahsan Khan Ahsan
Ghazal
mohabbato.n me.n ravaa nahii.n hai ye vaz.a-daarii
bane ho aashiq to ishq me.n rakh-rakhaav kaisaa
Taseer Jafry
Ghazal
karam ke baab me.n apno.n se ibtidaa kiyaa kar
zaraa sii baat pe dil ko na yuu.n buraa kiyaa kar
Majeed Akhtar
Ghazal
sitam karnaa karam karnaa vafaa karnaa jafaa karnaa
magar jo ahd kar lenaa vo aaKHir tak vafaa karnaa