SEARCH RESULTS
Showing search results for "زاد_راہ"
Ghazal MATCHES FOR "زاد_راہ"
Ghazal
ye zaad-e-raah kisii marhale me.n rakh denaa
ko.ii gulaab mire raaste me.n rakh denaa
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
ye zaad-e-raah hamesha safar me.n rakh lenaa
bichh.De vaqt kaa manzar nazar me.n rakh lenaa
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
na zaad-e-raah kii KHvaahish na raahbar kii talab
hamaare vaaste dushvaar ko.ii jaada nahii.n
Lais Quraishi
Ghazal
manzil mirii safar hai miraa zaad-e-raah bhii
mai.n chal rahaa huu.n aaj masaafat ke vaaste
Syed Anwar Ahmad
Ghazal
ghuTii ghuTii hii sahii merii chaah le lenaa
safar taviil hai kuchh zaad-e-raah le lenaa
Yusuf Taqi
Ghazal
tirii talaash faqat zaad-e-raah thii ham ko
vagarna ham ko faqat apnii hii zaruurat thii
Abida Karamat
Ghazal
Thahar na aah mirii jaan le ke chalte ho
safar kare jo musaafir ko zaad-e-raah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
zaad-e-raah kaa ham se kyuu.n savaal karte ho
rahzano.n ke narGe me.n jab hame.n utaaraa hai
Zulfiqar Naqvi
Ghazal
ghaTtaa hii jaa.egaa ye lataafat ke saath saath
ye jism zaad-e-raah hai is se ziyaada kyaa
Mohammad Aazam
Ghazal
na zaad-e-raah na himmat na manzil-e-maqsuud
na jaane kaunsii manzil ke kaarvaa.n hai.n ham
Hasrat Saharvardi
Ghazal
kuchh naa-tamaam KHvaahishe.n aur valvalo.n kii laash
le kar ye zaad-e-raah musaafir safar me.n thaa
Bahzad Fatami
Ghazal
tirii jhalak kaa mayassar ho zaad-e-raah mujhe
phir us ke baad masaafat balaa se miltii rahe
Saima Zaidi
Ghazal
navaaz de mujhe manzil to ye mirii taqdiir
ki zaad-e-raah to ab ke safar me.n KHaak nahii.n