SEARCH RESULTS
Showing search results for "زود_فراموش"
Ghazal MATCHES FOR "زود_فراموش"
Ghazal
magar vo zuud-faraamosh zuud-ranj bhii hai
ki ruuTh jaa.e agar yaad kuchh dilaa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
tuu hai kis haal me.n ai zuud-faraamosh mire
mujh ko to chhiin liyaa ahd-e-vafaa ne mere
Ahmad Faraz
Ghazal
ik zuud-faraamosh kii be-faiz mohabbat
jaa.uu.ngii guzarte hu.e raavii me.n bahaa ke
Komal Joya
Ghazal
ab aise zuud-faraamosh se bhii kyaa kahnaa
kabhii jo baat banaa.e kabhii bahaana kare
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Ghazal
palTe jo kabhii maazii ke auraaq to dekhaa
ik zuud-faraamosh kha.Daa misl-e-sanam hai
Imtiyaz Kavish
Ghazal
guzre na ko.ii zuud-faraamosh umr-bhar
aur be-sabab galii ke dariiche khule rahe.n
Naeem Gilani
Ghazal
vo itnaa zuud-faraamosh hai to kyaa hogaa
hazaar ahd agar yaad use dilaa bhii sako
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Ghazal
yaad kyaa rakhtaa ki vo zuud-faraamosh bhii thaa
mai.n bhii kuchh bhuul gayaa us ko taqaazaa likhnaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
ai mire zuud-faraamosh kabhii dekh idhar
kyaa guzartii hai yahaa.n par tire shah-kaar ke saath
Azhar Kamal Khan
Ghazal
us zuud-faraamosh kii aamad bhii hai imshab
ruk dast-e-qazaa aaj mai.n kal aa ke maruu.ngaa
Amar Ruhani
Ghazal
ai zuud-faraamosh kahaa.n tuu hai ki tujh se
mere to shab-o-roz mah-o-saal ba.ndhe the
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashar Nawaz
Ghazal
pindaar-e-zohd ho ki Guruur-e-barhamanii
is dair-e-but-shikan me.n hai har but shikastnii
Himayat Ali Shayar
Ghazal
Saifuddin Saif
Ghazal
mastii azal kii shahpar-e-jibriil ho ga.ii
merii bayaaz partav-e-injiil ho ga.ii