SEARCH RESULTS
Showing search results for "ساز_و_برگ_فنا"
Ghazal MATCHES FOR "ساز_و_برگ_فنا"
Ghazal
kahaa.n hai tirii barq-e-josh-e-tajallii
ki mai.n saaz-o-barg-e-fanaa chaahtaa huu.n
Aasi Ghazipuri
Ghazal
zamii.n pa.Dii rahii be-saaz-o-barg kis kii thii
kahii.n baras gayaa abr-e-bahaar kis kaa thaa
Zeb Ghauri
Ghazal
kyuu.n saaz-o-barg-e-hastii kartaa hai tuu muhayyaa
duniyaa ko hai azal se zauq-e-fanaa-parastii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
KHilaaf apne rahii vaz-e-saaz-o-barg-e-chaman
qafas bane hai.n jo tinke the aashiyaa.n ke liye
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
sameTnaa hii to hai saaz-o-barg-e-KHaana-e-dil
is ek kaam me.n ab kyaa shitaabii rah ga.ii hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
'mohsin' is tarah luTii mahfil-e-saaz-o-aavaaz
gul-e-naGma na ko.ii barg-e-navaa kuchh na rahaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
Masood Ahmad
Ghazal
Mumtaz Athar
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
teG se tajriid ke le kaam ho faariG-nashii.n
asl me.n ho vasl hai.n sab far-e-Guncha barg-o-shaaKH
Sahir Dehlavi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
Siraj Muneer
Ghazal
ham ne aavaaz na dii barg o navaa hote hu.e
aur milne na ga.e us kaa pataa hote hu.e
Zafar Iqbal
Ghazal
phirte ho kyaa daraKHto.n ke saa.e me.n duur duur
kar lo muvaafaqat kisuu be-barg-o-saaz se
Meer Taqi Meer
Ghazal
giito.n kaa shahr hai ki nagar soz-o-saaz kaa
qalb-e-shikasta aur ye aalam gudaaz kaa