SEARCH RESULTS
Showing search results for "سبزہ_زار"
Ghazal MATCHES FOR "سبزہ_زار"
Ghazal
Jai Prakash Ghafil
Ghazal
hai sabza-zaar har dar-o-diivaar-e-Gam-kada
jis kii bahaar ye ho phir us kii KHizaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
chaaro.n taraf hai phailaa hu.aa sabza-zaar saa
baadal kaa hai zamiin par ehsaan dekhnaa
Zubair Farooq
Ghazal
jahaa.n bahaare.n thii.n apno.n kii chahchahaahaT thii
vo be-charaaG pa.Daa sabza-zaar KHatm hu.aa
Faisal Imam Rizvi
Ghazal
utartii jaatii hai.n kheto.n me.n yaad kii chi.Diyaa.n
nikhar rahaa hai mire sabza-zaar kaa mausam
Ehsaan Ghaman
Ghazal
lahuu se apne gulistaa.n ko sabza-zaar kiyaa
bahut KHuluus ke aa.iina-daar hai.n ham log
Khizr Barni
Ghazal
sahraa se puuchhtaa hai ko.ii sogvaar pe.D
kyaa ab bhii Dhuu.nDte hai.n mujhe sabza-zaar pe.D
Muneer Jafri
Ghazal
KHizaa.n kii baat chalii zikr bhii chalaa gul kaa
chaman fasurda bhii aazurda sabza-zaar chalaa
Shafeeq Nadvi
Ghazal
sahraa se puuchhtaa hai ko.ii sogvaar pe.D
kyaa ab bhii Dhuu.nDte hai.n mujhe sabza-zaar pe.D
Muneer Jafri
Ghazal
na sabza-zaar se aa.nkho.n me.n nuur aa.egaa
na dil kaa kaif ba.Dhaatii hu.ii ghaTaa hogii
Zeb Ghauri
Ghazal
sonaa bichhaa hu.aa hai har ik sabza-zaar par
tasviir-e-inqilaab hai mausam basant kaa
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
vo baaG vo bahaar vo dariyaa vo sabza-zaar
nashsho.n se kheltii thii nazar us dayaar me.n
Habib Jalib
Ghazal
jo mere zehn me.n thii sabza-zaar KHvaab me.n thii
kahaa.n vo fasl ugaa.ii ga.ii zamiino.n me.n
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
har samt sabza-zaar bichhaanaa basant kaa
phuulo.n me.n ra.ng-o-buu ko luTaanaa basant kaa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
aab-e-ravaa.n ho chaa.ndnii ho sabza-zaar ho
nargis kii tarah Gair ko.ii dekhtaa na ho
Nasim Maysori
Ghazal
gulzaar marG-zaar me.n aur sabza-zaar me.n
naddii ravaa.n nasiim ke juud o saKHaa kii hai