SEARCH RESULTS
Showing search results for "سجدہ_گہ"
Ghazal MATCHES FOR "سجدہ_گہ"
Ghazal
qadam qadam pe mujhe sajda-gah nazar aa.e
ghiraa hu.aa huu.n mai.n bando.n me.n yaa KHudaa.o.n me.n
Jameel Yusuf
Ghazal
na ho.e kyuu.n dar-e-asnaam sajda-gah apnaa
jabii.n banii hai buto.n hii ke aastaa.n ke liye
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
shaiKH kii masjid se ai 'bedaar' kyaa hai tujh ko kaam
sajda-gah apnaa sanam ke aastaa.n kaa sang hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
aalam-e-sajda hai meraa ek aalam nuur kaa
sajda-gah par merii dhokaa ho rahaa hai tuur kaa
Damodar Thakur Zaki
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
har ek gaam hai ik sajda-gah 'tamannaa.ii'
jabii.n ko sa.ng-e-dar-e-aastaa.n mile na mile
Aziz Tamannai
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
Wali Kakoravi
Ghazal
qadmo.n me.n de.n jagah hame.n ahl-e-karam kahii.n
ham raa.ndgaa.n hai.n sajda-gah-e-KHaas-o-aam ke
Raheel Farooq
Ghazal
tasbiih o sajda-gaah bhii sajda bhii mast mast
qibla bhii mast mast hai kaaba bhii mast mast
Javed Saba
Ghazal
Afeef Siraj
Ghazal
sajda-gaah-e-ahl-e-dil ba.ad-e-fanaa ho jaa.iye
saf.ha-e-hastii pe ik naqsh-e-vafaa ho jaa.iye
Hirman Khairabadi
Ghazal
naqsh-e-qadam hu.aa huu.n mohabbat kii raah kaa
kyaa dil-kushaa makaa.n hai mirii sajda-gaah kaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jo sajda-gah-e-ishq kii rif.at se hai.n vaaqif
vo log miraa naqsh-e-qadam yaad kare.nge
Aulad Ali Rizvi
Ghazal
Masoom Sharqi
Ghazal
ye kyaa ki sajda-gaah hai har sa.ng-e-aastaa.n
ghisnaa jabiin ko ko KHaana-e-KHammaar dekh kar