SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرحد"
Ghazal MATCHES FOR "سرحد"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
hai par-e-sarhad-e-idraak se apnaa masjuud
qible ko ahl-e-nazar qibla-numaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tujh par khule.nge maut kii sarhad ke raaste
himmat agar hai us kii galii se guzar ke dekh
Adil Mansuri
Ghazal
maaluum nahii.n phir vo kahaa.n chhup gayaa 'aadil'
saaya saa ko.ii lams kii sarhad pe milaa thaa
Adil Mansuri
Ghazal
mai.n huu.n sarhad pe bane ek makaa.n kii suurat
kab talak dekhiye rakhtaa hai vo aabaad mujhe
Munawwar Rana
Ghazal
mohabbat kii to ko.ii had, ko.ii sarhad nahii.n hotii
hamaare darmiyaa.n ye faasle, kaise nikal aa.e
Khalid Moin
Ghazal
phir na.e saal kii sarhad pe kha.De hai.n ham log
raakh ho jaa.egaa ye saal bhii hairat kaisii
Aziz Nabeel
Ghazal
tirii manzil pe pahu.nchnaa ko.ii aasaan na thaa
sarhad-e-aql se guzre to yahaa.n tak pahu.nche
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
visaal-o-hijr kii sarhad pe jhuTpuTe me.n kahii.n
vo be-hijaab hu.aa thaa magar hijaab ke saath
Rehman Faris
Ghazal
is ko ma.aluum nahii.n apne vatan kii sarhad
ye parinda abhii naadaan nazar aataa hai
Abhishek Kumar Amber
Ghazal
daa.ere ba.Dhte ga.e parkaar kaa mu.nh khul gayaa
vo bhii daaKHil ho gayaa ab sarhad-e-rusvaa.ii me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
sarhade.n achchhii ki sarhad pe na ruknaa achchhaa
sochiye aadmii achchhaa ki parinda achchhaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
Rind Lakhnavi
Ghazal
kuchh to ho raat kii sarhad me.n utarne kii sazaa
garm suuraj ko samundar me.n Duboyaa jaa.e
Shahid Kabir
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
dard ko zabt kii sarhad se guzar jaane do
ab sameTo na hame.n aur bikhar jaane do