SEARCH RESULTS
Showing search results for "سمجھوتا"
Ghazal MATCHES FOR "سمجھوتا"
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
jo chaahtii duniyaa hai vo mujh se nahii.n hogaa
samjhautaa ko.ii KHvaab ke badle nahii.n hogaa
Shahryar
Ghazal
zamii.n ne kar liyaa kyaa tiirgii se samjhautaa
KHayaal chho.D chuke kyaa charaaG jalne kaa
Shahryar
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ban me.n viiraa.n thii nazar shahr me.n dil rotaa hai
zindagii se ye miraa duusraa samjhautaa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Muzaffar Warsi
Ghazal
us ne baatil se na taa-ziist kiyaa samjhauta
dahr me.n us saa kahaa.n saahab-e-iimaa.n yaaro
Habib Jalib
Ghazal
Fatima Hasan
Ghazal
samjhauta kar ke vaqt se chup-chaap baiTh jaa
qaatil se zindagii ke abhii KHuu.n-bahaa na maa.ng
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
tum bhii samjhauta karo apnii mohabbat ke liye
mai.n ne bhii is ke liye KHud ko jhukaayaa hai bahut
Anas Naqar
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
ishq ke TuuTe hu.e rishto.n kaa maatam kyaa kare.n
zindagii aa tujh se phir ik baar samjhautaa kare.n
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
jab se haalaat se samjhautaa kiyaa hai 'jhanjhaT'
muflisii meraa tamaashaa nahii.n hone detii