SEARCH RESULTS
Showing search results for "شرح"
Ghazal MATCHES FOR "شرح"
Ghazal
payaambar na mayassar hu.aa to KHuub hu.aa
zabaan-e-Gair se kyaa sharh-e-aarzuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sharh-e-Gam to muKHtasar hotii ga.ii us ke huzuur
lafz jo mu.nh se na niklaa daastaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sharh-e-Gam haa.e be-hisaab huu.n mai.n
likhne baiThuu.n to ik kitaab huu.n mai.n
Saqi Amrohvi
Ghazal
usii kii sharh hai ye uThte dard kaa aalam
jo daastaa.n thii nihaa.n tere aa.nkh uThaane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sharh-e-firaaq mad.h-e-lab-e-mushkbuu kare.n
Gurbat-kade me.n kis se tirii guftuguu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kal un ke aage sharah-e-tamannaa kii aarzuu
itnii ba.Dhii ki nutq ko bekaar kar diyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
sharah-e-bedardi-e-haalaat na hone paa.ii
ab ke bhii dil kii mudaaraat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo KHud kahe.n to sharh-e-mohabbat bayaa.n karuu.n
naGma baGair saaz sunaayaa na jaa.egaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
tamaam harf-o-hikaayat tamaam diida-o-dil
is ehtimaam pe bhii sharh-e-aashiqii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
nigaah o dil se ab tafsiir-o-sharh-e-aazruu hogii
zabaan o lab se tark-e-iltijaa karne kaa vaqt aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
puuchh mat sharh-e-karam-haa-e-aziizaa.n hamdam
un me.n itnii thii sharaafat mujhe maa'luum na thaa