SEARCH RESULTS
Showing search results for "شر_انگیزی"
Ghazal MATCHES FOR "شر_انگیزی"
Ghazal
husn tumhaaraa to hai sach aur KHair saraapaa
ham se hii bas shar-a.ngezii ho jaatii hai
Haider Qureshi
Ghazal
lagne lagaa hujuum-e-shar-angezii har taraf
yaksuu.ii-e-KHumaar ko hii sar luu.n aur gaa.uu.n
Afzaal Naveed
Ghazal
Arman Najmi
Ghazal
shor-angez vo KHuu.n-baar havaa bhii aa.e
aur dabe paa.nv kabhii baad-e-sabaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
sar-e-maqtal na diivaane ko chhe.Do
sharar-angez hai zanjiir us kii
Sayyad Safdar Raza Khandvi
Ghazal
chhuu gayaa teraa dupaTTa jo achaanak mujh se
dha.Dkane.n ba.Dhne lagii.n KHuu.n sharar-a.ngez hu.aa
Nirmal Nadeem
Ghazal
is zindagii ke saath buzurgo.n ne dii hame.n
ik aisii maslahat jo shar-a.ngez ab bhii hai
Iqbal Ashhar Quraishi
Ghazal
un ke jalve kii zaraa dekho asar-a.ngezii
un kii aamad hu.ii aur shahr-e-butaa.n TuuT gayaa
Syed Khadime Rasul Aini
Ghazal
ai KHudaa khol de sab raaz-e-nihaanii us ke
log jaane.n to sahii kitnaa shar-angez hai vo
Haneef Najmi
Ghazal
gul-o-laala se shor-angez-tar haigii hinaa terii
na ho diivaana kyuu.n kar dekh tere dast-o-paa ko.ii
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
naala-e-dil us kaa bhii ik she'r-e-shor-angez hai
vo suKHanvar dars letaa hai janaab-e-'miir' se
Shehla Kaleem
Ghazal
shikaar-e-sher-shor-a.ngez un ke haath aa jaa.e
isii zid me.n hariifo.n se Gazal-raanii hu.ii hogii
Parwez Rahmani
Ghazal
Shahid Siddiqui
Ghazal
yaa.n sadaa niish-e-balaa vaqf-e-jigar-reshii hai
kiije kyaa jaan mirii aalam-e-darveshii hai
Qayem Chaandpuri
Ghazal
na Gair hii mujhe samjho na dost hii samjho
mire liye ye bahut hai ki aadmii samjho
Mahshar Inayati
Ghazal
Jameeluddin Aali
Ghazal
chaman me.n sair kii KHaatir jo gul-izaar aa.e
KHiraaj-e-husn adaa karne barg-o-baar aa.e