SEARCH RESULTS
Showing search results for "شوق_وصال"
Ghazal MATCHES FOR "شوق_وصال"
Ghazal
diidaar kii havas hai na shauq-e-visaal hai
aazaad har KHayaal se mast-e-KHayaal hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ajiib shauq hai shauq-e-visaal bhii us kaa
gulaal chehra tabassum hai faatehaana saa
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
naakaamiyo.n kaa gaah gila gaah shukr hai
shauq-e-visaal o anduh-e-hijraa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Gam hijr kaa hai yaa use shauq-e-visaal hai
insaa.n Gam-e-hayaat se aage nahii.n gayaa
Fauzia Shaikh
Ghazal
kisii ko phuul se lagte hai.n ishq me.n patthar
kisii ko tesha bhii shauq-e-visaal detaa hai
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
shauq-e-visaal dekh ke nikle hai.n jism se
jaanaa nahii.n udhar ke jidhar chhat hai aur tuu
Pranav Mishra Tejas
Ghazal
Khaleel Rampuri
Ghazal
dil se kahtaa hai shab-e-vasl yahii shauq-e-visaal
mai.n vo armaan nahii.n huu.n ki nikal jaa.uu.ngaa
Rasheed lakhnavi
Ghazal
tum ko to ek ye ki na aa.e magar yahaa.n
shauq-e-visaal hijr kaa Gam ho ke rah gayaa
Maikash Akbarabadi
Ghazal
jo roz o shab ke nasiib me.n be-darii hai likhnii
na KHvaab denaa na dil me.n shauq visaal denaa
Noman Imam
Ghazal
Sheeraz Sagar
Ghazal
shauq-e-visaal thaa bahut so hai visaal hii visaal
hijr ke rang ab kahaa.n mausam-e-Gam badal ga.e
Hasan Aabid
Ghazal
ye kaun saa maqaam hai ai be-KHudii bataa
hai KHauf-e-hijr dil me.n na shauq-e-visaal hai
Sabir Abuhari
Ghazal
Ahmad Mahfuz
Ghazal
tuu mahv-e-raqs aabla-paa bhii rahaa 'zahiir'
shauq-e-visaal-e-yaar me.n diivaana dekhiye