SEARCH RESULTS
Showing search results for "شکر_خدا"
Ghazal MATCHES FOR "شکر_خدا"
Ghazal
dekhe mire sanam ko to rohbaan-e-ishq bhii
salle-alaa kahe kabhii shukr-e-KHudaa kare
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
tasviir-e-yaar mujh ko tasavvur banaa chukaa
par shukr hai KHudaa kaa pareshaa.n nahii.n rahaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
tere har jaur pe yaa.n shukr-e-KHudaa hai ai dost
ki yahii maslak-e-arbaab-e-vafaa hai ai dost
Shafqat Kazmi
Ghazal
Waheed Quraishi
Ghazal
Zahid Al-Ehsani Loharvi
Ghazal
'hafiiz' aisii falaakat ke dino.n me.n
faqat shukr-e-KHudaa hai aur mai.n huu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ko.ii masruuf hai shukr-e-KHudaa me.n
ko.ii din-raat shikva kar rahaa hai
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
lab pe ho shukr-e-KHudaa har haal me.n
zindagii ko yuu.n guzaaraa kiijiye
Saeed Ahmad Saeed Kadwi
Ghazal
hazaar shukr KHudaa kaa yahii Ganiimat hai
na KHair aayaa mire dil ko aur shar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
mai.n kis zabaa.n se shukr KHudaa kaa adaa karuu.n
jis ne mujhe firaaq kaa shaidaa banaa diyaa
Ashok Sawhny
Ghazal
bosa maa.ngaa to kahaa shukr-e-KHudaa achchhaa huu.n
baat kyaa jald u.Daa.ii hai ilaahii tauba
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shukr KHudaa kaa jiit ga.e ham ja.ng magar
ham se behtar to tayyaarii us kii thii
Manzoor Depalpuri
Ghazal
shukr-e-KHudaa buto.n se hu.ii.n garm-joshiyaa.n
patthar kaa misl-e-shiisha pighalnaa muhaal thaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
shukr-e-KHudaa nazar kabhii niichii nahii.n hu.ii
ye sar bhii aaj tak kabhii bejaa jhukaa nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
teG-e-sitam se us kii miraa sar judaa hu.aa
shukr KHudaa ki haq mohabbat adaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
haivaa.n par aadmii ko sharaf nutq se hu.aa
shukr-e-KHudaa kare jo zabaan-e-bashar khule
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kabhii-kabhaar use chuum le.n to mumkin hai
hamaare mu.nh se bhii shukr-e-KHudaa nikal aa.e
Jahanzeb Sahir
Ghazal
baare sad-shukr KHudaa kaa ki bar aa.ii ummiid
aarzuu aaj kii yak umr se karte karte