SEARCH RESULTS
Showing search results for "صحبت"
Ghazal MATCHES FOR "صحبت"
Ghazal
aaj tak nazro.n me.n hai vo sohbat-e-raaz-o-niyaaz
apnaa jaanaa yaad hai teraa bulaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
daaG-e-firaaq-e-sohbat-e-shab kii jalii hu.ii
ik sham.a rah ga.ii hai so vo bhii KHamosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
suufiyo.n ke jo na thaa laa.eq-e-sohbat to mujhe
qaabil-e-jalsa-e-rindaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
guzre jo apne yaaro.n kii sohbat me.n chaar din
aisaa lagaa basar hu.e jannat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
sohbat me.n Gair kii na pa.Dii ho kahii.n ye KHuu
dene lagaa hai bosa baGair iltijaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
ishrat-e-sohbat-e-KHuubaa.n hii Ganiimat samjho
na hu.ii 'Gaalib' agar umr-e-taabii.ii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
ulfat kii kyaa umiid vo aisaa hai bevafaa
sohbat hazaar saal rahe kuchh asar na ho
Ameer Minai
Ghazal
sohbat aa.iine se bachpan me.n KHudaa KHair kare
vo abhii se kahii.n samjhe.n na jamaal achchhaa hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
vaa.iz se rah-o-rasm rahii rind se sohbat
farq in me.n ko.ii itnaa ziyaada to nahii.n thaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taa kujaa afsos-e-garmii-haa-e-sohbat ai KHayaal
dil ba-soz-e-aatish-e-daaG-e-tamannaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq me.n zillat hu.ii KHiffat hu.ii tohmat hu.ii
aaKHir aaKHir jaan dii yaaro.n ne ye sohbat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil ki sohbat mujhe har vaqt javaa.n rakhtii hai
aql ke saath chalaa jaa.uu.n to buDDhaa ho jaa.uu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
shaa.ista-e-sohbat ko.ii un me.n nahii.n 'asGar'
kaafir nahii.n dekhe ki musalmaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Ghazal
kyaa jaane daab sohbat az KHvesh raftagaa.n kaa
majlis me.n shaiKH-saahib kuchh kuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
banii thii kuchh ik us se muddat ke baad
so phir big.Dii pahlii hii sohbat ke baad
Meer Taqi Meer
Ghazal
jo sohbat-e-aGyaar me.n is darja ho bebaak
us shoKH kii sab sharm-o-hayaa mere liye hai