SEARCH RESULTS
Showing search results for "عشق_نامراد"
Ghazal MATCHES FOR "عشق_نامراد"
Ghazal
ye ishq-e-naa-muraad bhii kis gumrahii me.n hai
khi.Dkii me.n jo kabhii thaa vo chehra galii me.n hai
athar shakeel
Ghazal
tauba tumhaarii bazm se ai ishq-e-naa-muraad
aane kaa raastaa to hai jaane kaa dar kahaa.n
Sanju Shabdita
Ghazal
vo ishq-e-naa-muraad mirii jaan le gayaa
phaahe to zaKHm-e-jaa.n pe sajaa.e idhar udhar
Sayyada Humaa Shah
Ghazal
kyaa hu.ii.n rivaayate.n ab hai.n kyuu.n shikaayate.n
ishq-e-naa-muraad se husn-e-be-sabaat ko
Mahboob Khizan
Ghazal
na.ash us aashiq-e-naashaad kii uThvaane do
ab use zer-e-zamii.n chain se so jaane do
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
aashiq-e-naa-muraad ko is kii razaa pe chho.D do
is kii agar KHushii na ho Gam se najaat paa.e kyuu.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ishq ishq ho shaayad husn me.n fanaa ho kar
intihaa hu.ii Gam kii dil kii ibtidaa ho kar
Fani Badayuni
Ghazal
hijr kii shab daraaz hai duur abhii sahar bhii hai
aur hamaarii zindagii sham' se muKHtasar bhii hai
Zabih Allahabadi
Ghazal
matlab kii tum suno to zaraa ko.ii kuchh kahe
jab be-sune KHafaa ho to kyaa ko.ii kuchh kahe
Dagh Dehlvi
Ghazal
ahd haazir me.n ayaar-e-sub.h to badlaa magar
ai a.ndherii raat tujh ko bhii badalnaa chaahiye
Nihal Sevharvi
Ghazal
ye to haatho.n kii lakiiro.n me.n thaa girdaab ko.ii
itne se paanii me.n agar ho gayaa Garqaab ko.ii
Zia Zameer
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
jhag.Daa hamaaraa ishq se pahle bhii KHuub thaa
mu.nh lagne naa-muraad ke phir jaa rahe hai.n ham
Sohil Barelvi
Ghazal
rahne ko ham qafas me.n rahe aashiyaa.n se duur
lekin chaman me.n thii ye jagah aasmaa.n se duur
Bismil Saeedi
Ghazal
marte hu.e vajuud kii hasrat tamaam-shud
saa.nso.n se lipTii aaKHirii chaahat tamaam-shud
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
vo parda ziinat-e-dar ke sivaa kuchh aur nahii.n
hamaare husn-e-nazar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Saif Bijnori
Ghazal
bastii tamaam KHvaab kii viiraan ho ga.ii
yuu.n KHatm shab hu.ii sahar aasaan ho ga.ii
Afeef Siraj
Ghazal
firaaq-e-yaar tiraa imtidaad Thiik nahii.n
nayaa hai zaKHm abhii mustazaad Thiik nahii.n