SEARCH RESULTS
Showing search results for "عقرب"
Ghazal MATCHES FOR "عقرب"
Ghazal
nahno-aqrab kii nahii.n hai ramz se tuu aashnaa
varna vo nazdiik hai tuu aap us se duur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
raqs is zohra-jabii.n kaa hai aduu ke ghar me.n
mehr miizaa.n me.n hai aqrab me.n qamar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
pa.D chuke bahut paale Das chuke bahut kaale
muuziyo.n ke muuzii ko fikr-e-niish-e-aqrab kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
ishq me.n gesuu o abruu ke agar denii hai jaan
niish-e-aqrab khaa ke pii le zahr tho.Daa saa.np kaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
Alamtaab Tishna
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
hamaaraa hosh har-dam aashnaa-e-nahnu-aqrab hai
huzuurii jis ko haasil ho use yaarab se kyaa matlab
Sahir Dehlavi
Ghazal
kiina kuchh shart nahii.n un kii dil-aazaarii ko
niish-e-aqrab hai.n tirii shoKH sitam kar palke.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
un zulfo.n ke aqrab ne dil meraa Dasaa 'uzlat'
piichhe pa.Dii hai choTii ab maar kii baarii hai
Wali Uzlat
Ghazal
nahnu-aqrab kii sadaa detii hai KHud manzil mirii
ab na ka.aba raah me.n roke na but-KHaana mujhe