SEARCH RESULTS
Showing search results for "علاج_تلخئ_کام_و_گلو"
Ghazal MATCHES FOR "علاج_تلخئ_کام_و_گلو"
Ghazal
aa.o ilaaj-e-talKHi-e-kaam-o-guluu kare.n
kuchh der shuGl-e-jaam rahe guftuguu kare.n
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Tashna Azmi
Ghazal
tere baGair talKHi-e-kaam-o-dahan haraam
dard-e-jigar hai lazzat-e-dard-e-jigar nahii.n
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
talKHii-e-kaam-o-dahan se kahii.n Gam dhulte hai.n
zaalimo talKHii-e-ayyaam kii kuchh baat karo
Arshad Siddiqui
Ghazal
laala-o-gul kaa lahuu laakh bahaayaa jaa.e
ye chaman chho.D ke ham se to na jaayaa jaa.e
Khwaja Shauq
Ghazal
laala-o-gul kaa lahuu bhii raa.egaa.n hone lagaa
pa.nkhu.Dii par qatra-e-shabnam garaa.n hone lagaa
Mutrib Nizami
Ghazal
Sufi Ayyub Zamzam
Ghazal
laala-o-gul kaa jahaa.n raas kab aayaa hai mujhe
in nazaaro.n ne bahut KHuun rulaayaa hai mujhe
Makhmoor Saeedi
Ghazal
talKHii-e-kaam-o-dahan kab se azaab-e-jaa.n hai
ab to ye zahr rag o pai me.n utar bhii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
talKHii-e-kaam-o-dahan aa ga.ii dil tak saaqii
der kitnii hai dar-e-mai-kadaa vaa hone ko
Khwaja Shauq
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Rasheed Rampuri
Ghazal
talKHii-e-kaam-o-dahan kashmakash-e-zehn-o-vajuud
ek hastii ke liye ye sar-o-saamaa.n kyuu.n hai
Sajida Zaidi
Ghazal
Noorul Huda Noor Zabihi Banarsi
Ghazal
raat parde se zaraa mu.nh jo kisuu kaa niklaa
sho.ala samjhaa thaa use mai.n pa bhabhuukaa niklaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
paikar-e-laala-o-gul hai use patthar na kaho
vo hai mahbuub miraa us ko sitamgar na kaho