SEARCH RESULTS
Showing search results for "غدار"
Ghazal MATCHES FOR "غدار"
Ghazal
raushnii baa.nTtaa huu.n sarhado.n ke paar bhii mai.n
ham-vatan is liye Gaddaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
sardaar hai.n jo aaj vo Gaddaar the kabhii
jaa un se un ke daur-e-avaa.il pe baat kar
Jabbar Wasif
Ghazal
Dr. Azam
Ghazal
vo sub.h o shaam miTTii ke qasiide bhii sunaataa
aur us ne haath bhii Gaddaar par rakkhaa hu.aa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
ham pe ilzaam jo Gaddaar-e-vatan kaa dharte
aur ho sakte nahii.n vo ko.ii buzdil ke sivaa
Ejaz Parwana
Ghazal
Dard Faiz Khan
Ghazal
KHidmat kii fikr hai na kisii kaa zaraa KHayaal
KHaadim hamaarii qaum kaa Gaddaar ho gayaa
Manzoor Ali Rahi
Ghazal
kyuu.n hame.n log samajhte hai.n ki Gaddaar hai.n ham
roz-e-avval se vatan tere vafaadaar hai.n ham
Kaukab Zaki
Ghazal
jo baat kahii jab bhii sar-e-daar kahii hai
Gaddaar nahii.n saahib-e-kirdaar hai.n ham log
Tarab Siddiqi
Ghazal
hairat-zada hai 'raahii' dariyaa se ehtijaajan
maa'suum qatra-qatra Gaddaar ho rahaa hai
Rahi Fidai
Ghazal
vo to jaa.n le ke musallam hai.n vafaadaarii me.n
ham to sar de ke bhii Gaddaar nikal aate hai.n
Muntazir Qaimi
Ghazal
kuchh to insaan hai.n jin ko mai.n buraa lagtaa huu.n
aur kuchh nafratii Gaddaar samajhte hai.n mujhe
Tarif Niyazi
Ghazal
Qamar Raees
Ghazal
zindagii kis vaqt dhokaa de de 'ambar' kyaa pataa
ye bhii lagtaa hai kisii Gaddaar kii maanind hai
Amber Joshi
Ghazal
jin ko vatan se pyaar hai un se base ye mulk
kuchh log kah rahe hai.n ki Gaddaar bhii rahe.n
Sarita Jain
Ghazal
hame.n log kahte hai.n Gaddaar yaaro
kahaa.n kii KHabar hai kahaa.n rakh rahe hai.n
Noor Indori
Ghazal
'aalam' isii tarah se jo ham muntashir rahe
khaa jaa.e.nge vatan ko ye Gaddaar bech kar
Aalam Nizami
Ghazal
da.avaa-e-mohabbat hai jinhe.n aaj chaman se
maazii me.n vahii desh ke Gaddaar rahe hai.n