SEARCH RESULTS
Showing search results for "غماز"
Ghazal MATCHES FOR "غماز"
Ghazal
gar mohabbat hai to vo mujh se phiregaa na kabhii
Gam nahii.n hai mujhe Gammaaz ko bha.Dkaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
ishq rusvaa ho chalaa be-kaif saa bezaar saa
aaj us kii nargas-e-Gammaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dekh lo ashk-e-tavaatur ko na puuchho miraa haal
chup raho chup raho is bazm me.n Gammaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Gairo.n pe khul na jaa.e kahii.n raaz dekhnaa
merii taraf bhii Gamza-e-Gammaaz dekhnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kahtaa rahaa kuchh us se aduu do gha.Dii talak
Gammaaz ne phir aur ja.Dii do gha.Dii ke baad
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
badalte rang the terii uma.ng ke Gammaaz
tuu mujh se bichh.Daa to mai.n teraa raaz jaan gayaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
sharm hai tarz-e-talaash-e-intiKHaab-e-yak-nigaah
iztiraab-e-chashm barpaa doKHta-Gammaaz hai
Mirza Ghalib
Ghazal
bad-gumaa.n 'ishq ko sad vahm-o-yaqii.n ke khaTke
shoKHii-e-chashm suKHan-saaz hai Gammaaz judaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ko.ii Gammaaz nahii.n merii taraf se ai 'zauq'
kaan us ke mirii fariyaad hii bhar detii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
parde me.n is badan ke chhupe.n raaz kis tarah
KHushbuu na hogii phuul kii Gammaaz kis tarah
Amjad Islam Amjad
Ghazal
KHauf Gammaaz adaalat kaa KHatar daar kaa Dar
hai.n jahaa.n itne vahaa.n KHauf-e-KHudaa aur sahii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
KHuun-e-qaasid to vo saffaak samajhtaa hai halaal
kisii Gammaaz se bhejvaa.e.nge paiGaam ko ham