SEARCH RESULTS
Showing search results for "غیر_متوقع"
Ghazal MATCHES FOR "غیر_متوقع"
Ghazal
gaaj har dil pe gire to kyaa kare.n kis se kahe.n
maal-o-zar apnaa luTe to kyaa kare.n kis se kahe.n
Jatinder Vir Yakhmi jayaveer
Ghazal
Yusuf Taqi
Ghazal
mahfil-e-Gair me.n kar haal-e-dil un se na bayaa.n
mauqa-e-zabt hai ye mauqa-e-iz.haar nahii.n
Akmal Alduri
Ghazal
Abdul Qadir Ahqar Azizi
Ghazal
lab-e-naazuk hai nikal jaa.e na inkaar kahii.n
baat bose kii thii ba.Dh jaa.e na takraar kahii.n
Gustakh Rampuri
Ghazal
Jagat Mohan Lal Ravan
Ghazal
KHud ko itnaa bhii talabgaar nahii.n karnaa thaa
baat karnii thii magar pyaar nahii.n karnaa thaa
Elma Hashmi
Ghazal
ha.ngaam-e-naza.a girya yahaa.n be-kasii kaa thaa
tum ha.ns pa.De ye kaun saa mauqa ha.nsii kaa thaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
vo ek shaKHs jo itnaa udaas lagtaa hai
na jaane kyo.n vo mire dil ke paas lagtaa hai
Imran Ali Khan Imran
Ghazal
Nazim Jafri
Ghazal
guzre va.ade ko vo KHud yaad dilaa dete hai.n
dil kii so.ii hu.ii hasrat ko jagaa dete hai.n
Ashique Akbarabadi
Ghazal
merii betaabi kii us dil ko KHabar kyuu.nkar ho
aah kaa dosto patthar me.n asar kyuu.nkar ho
Miir Sher Ali Afsos
Ghazal
maddaah huu.n mai.n dil se mohammad kii aal kaa
mushtaaq huu.n vasii-e-nabii ke jamaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Farooq Banspari
Ghazal
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
haal-e-anjaam se piirii me.n KHabar-daar hu.e
haif-sad-haif ki ab KHvaab se bedaar hu.e