SEARCH RESULTS
Showing search results for "فضولوں"
Ghazal MATCHES FOR "فضولوں"
Ghazal
is bhare shahr me.n 'nashtar' ko.ii aisaa bhii kahaa.n
roz jo shaam me.n ham jaise fuzuulo.n se mile
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
raabta sab se banaayaa hai tire kuuche me.n
be-sabab ke bhii fuzuulo.n ko nahii.n chho.Daa hai
Nafis Parvez
Ghazal
karte hai.n jis pe ta.an ko.ii jurm to nahii.n
shauq-e-fuzuul o ulfat-e-naakaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mumkina faislo.n me.n ek hijr kaa faisla bhii thaa
ham ne to ek baat kii us ne kamaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
bas filo.n kaa bojh uThaayaa kare.n janaab
misra ye 'jaun' kaa hai ise mat uThaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
qurbate.n hote hu.e bhii faaslo.n me.n qaid hai.n
kitnii aazaadii se ham apnii hado.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
gila fuzuul thaa ahd-e-vafaa ke hote hu.e
so chup rahaa sitam-e-naa-ravaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
na.e makaan banaa.e to faaslo.n kii tarah
hame.n ye shahr basaanaa bhii to nahii.n aayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
mujhe ma.aal-e-safar kaa malaal kyuu.n-kar ho
ki jab safar hii miraa faaslo.n kaa dhokaa thaa
Fahmida Riaz
Ghazal
KHayaal aayaa hai ab raasta badal le.nge
abhii talak to bahut zindagii fuzuul kii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
tark-e-duniyaa kaa ye daavaa hai fuzuul ai zaahid
baar-e-hastii to zaraa sar se utaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
har KHataa us kii hamesha darguzar kartii hu.ii
faaslo.n ko dil kii chaahat muKHtasar kartii hu.ii
Jahangeer nayab
Ghazal
bin maa.nge mil rahaa ho to KHvaahish fuzuul hai
suuraj se raushnii kii guzaarish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
aatii jaatii hu.ii faslo.n kaa muhaafiz huu.n mai.n
phal to sab us kii amaanat hai.n shajar meraa hai