SEARCH RESULTS
Showing search results for "قدرت_پروردگار"
Ghazal MATCHES FOR "قدرت_پروردگار"
Ghazal
jalva ayaa.n hai qudrat-e-parvardigaar kaa
kyaa dil-kushaa ye scene hai fasl-e-bahaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Gazab kaa husn hai aaraa.ishe.n qayaamat kii
ayaa.n hai qudrat-e-parvardigaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye dair ye haram ye kaliisaa ye somnaat
taariif kyaa ho qudrat parvardigaar kii
Ashk Amritsari
Ghazal
vaqaar-e-shaah-e-zavil-iqtadaar dekh chuke
zuhuur-e-qudrat-e-parvardigaar dekh chuke
Rind Lakhnavi
Ghazal
puuchhe.n vo kaash haal dil-e-be-qaraar kaa
ham bhii kahe.n ki shukr hai parvardigaar kaa
Mela Ram Wafa
Ghazal
parvardigaar ye terii qudrat kaa faiz hai
taKHliiq kaa kamaal bhii maa.o.n me.n aa gayaa
Masood Ahmad
Ghazal
is be-qaraar dil ko mire tuu qaraar de
uj.Dii hu.ii KHizaa.n me.n tuu fasl-e-bahaar de
Anees Qalb
Ghazal
nafrat qubuul jo mile tho.Daa saa pyaar bhii
pahluu me.n gul ke shaaKH pe hote hai.n KHaar bhii
Kazim Raza Rahi
Ghazal
vo rang ishq me.n parvardigaar aa jaa.e
dikhaa duu.n aag ko daaman bahaar aa jaa.e
Qadeer Piyarepuri
Ghazal
chamakte bujhte sitaaro.n ke saath kaaTte hai.n
is ehtimaam se ham apnii raat kaaTte hai.n
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
Shafiq Saleemi
Ghazal
zaraa saa jhaa.nk lo in be-qaraar aa.nkho.n me.n
dikhaa.ii degaa tumhaaraa dayaar aa.nkho.n me.n
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
guu.ngaa hai 'ishq phir bhii ye qaul-o-qaraar dekh
aa.nkho.n me.n chal rahe hai.n vo urgent taar dekh
Sham Lal Roshan Dehlvi
Ghazal
shikva Galat hai rahmat-e-parvardigaar se
mujh ko hii qadr-e-ashk-e-nadaamat nahii.n rahii
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
mai.n ne maanaa kaam hai naala dil-e-naashaad kaa
hai taGaaful sheva aaKHir kis sitam-iijaad kaa
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
roz-e-avval se asiir ai dil-e-naashaad hai.n ham
parvarish-yaafta-e-KHaana-e-sayyaad hai.n ham
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
halqa halqa ghar banaa laKHt-e-dil-e-betaab kaa
zulf-e-jaanaa.n me.n hai aalam sub.ha-e-siimaab kaa