SEARCH RESULTS
Showing search results for "قطع_نظر"
Ghazal MATCHES FOR "قطع_نظر"
Ghazal
faqiih-e-shahr se qat-e-nazar kabhii to 'nazar'
tuu mere ashk kii be-harf daastaa.n me.n utar
Arshad Nazar
Ghazal
taariiKH surKH-ruu hai inhii.n haadsaat se
jin haadso.n se qat-e-nazar kar diyaa gayaa
Syed Zameer Jafri
Ghazal
mumkin hai zaat kaa usii lamhe me.n ho zuhuur
ik lamha kaa.enaat se qat-e-nazar karo
Rais Amrohvi
Ghazal
unhe.n savaal pe zom-e-junuu.n hai kyuu.n la.Diye
hame.n javaab se qat-e-nazar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
is hasti-e-faanii se kar qat-e-nazar 'faanii'
tuu dost kaa taalib hai dushman se judaa ho jaa
Fani Badayuni
Ghazal
laazim hame.n hai qat-e-nazar madh-o-zam se ab
tahsiin-e-ittifaaq hai nafriin-e-iKHtilaaf
Sahir Dehlavi
Ghazal
jab jafaa-juu ne taGaaful se bhii kii qat-e-nazar
ho razaa-e-yaar par shaakir ye hai dil kii salaah
Sahir Dehlavi
Ghazal
Ram Parkash Rahi
Ghazal
ye zulf-o-ruKH ye shab-o-roz ye bahaar-o-KHizaa.n
vo silsila hai ki qat-e-nazar bhii baar na ho
Nushur Wahidi
Ghazal
bas-ki hai jalva-e-duniyaa sabab-e-marg-e-nigaah
chaahiye qat-e-nazar zauq-e-nazar hone tak
Nazeer Hussain Siddiqui
Ghazal
KHalaa ke dasht se ab rishta apnaa qat.a karuu.n
safar taviil hai behtar hai ghar ko lauT chaluu.n
Ghazanfar
Ghazal
zamiin merii rahegii na aa.ina meraa
ki aazmaane chalaa hai mujhe KHudaa meraa
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
vasl kaa us ke dil-e-zaar tamannaa.ii hai
na mulaaqaat hai jis se na shanaasaa.ii hai