SEARCH RESULTS
Showing search results for "قلم"
Ghazal MATCHES FOR "قلم"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
gintiyo.n me.n hii gine jaate hai.n har daur me.n ham
har qalamkaar kii be-naam KHabar ke ham hai.n
Nida Fazli
Ghazal
mai.n ek kirdaar se ba.Daa tang huu.n qalamkaar
mujhe kahaanii me.n Daal Gussa nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
bevafaa likhte hai.n vo apne qalam se mujh ko
ye vo qismat kaa likhaa hai jo miTaa bhii na sakuu.n
Ameer Minai
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
lahuu na ho to qalam tarjumaa.n nahii.n hotaa
hamaare daur me.n aa.nsuu zabaa.n nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Ghazal
jahaa.n teraa naqsh-e-qadam dekhte hai.n
KHayaabaa.n KHayaabaa.n iram dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
lauh dil ko Gam-e-ulfat ko qalam kahte hai.n
kun hai andaaz-e-raqam husn ke afsaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
du.aa ye maa.ngii hai sahme hu.e mu.arriKH ne
ki ab qalam ko KHudaa surKH raushnaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
rakkhaa nahii.n musavvir-e-fitrat ne muu-qalam
shah-paara ban rahaa hai abhii ban nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
kalii ko chho.D ke naqsh-e-qadam pe baiTh ga.ii
qalam hilaa.e binaa titlii ne Gazal kah dii
Shahzad Qais
Ghazal
darbaar me.n ab satvat-e-shaahii kii alaamat
darbaa.n kaa asaa hai ki musannif kaa qalam hai