SEARCH RESULTS
Showing search results for "ماڈل"
Ghazal MATCHES FOR "ماڈل"
Ghazal
KHabar hai phailii ki tujh ko model hai bhaate tab se
har ek bachcha nagar me.n body banaa rahaa hai
Jawwad Syed
Ghazal
ko.ii model na ko.ii ideal chaahiye hai
aaj bhii chaahiye tuu hii mujhe kal chaahiye hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
us kii aa.nkho.n ne KHudaa jaane kiyaa kyaa jaaduu
ki tabii.at mirii maa.il kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kuchh hamii.n ko nahii.n ehsaan uThaane kaa dimaaG
vo to jab aate hai.n maa.il-ba-karam aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
le jaa.e.n mujh ko maal-e-Ganiimat ke saath aduu
tum ne to Daal dii hai sipar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
ai mai-farosh bhii.D hai terii dukaan par
gaahak hai.n ham bhii maal dikhaanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
aa.nkhe.n dikhlaate ho joban to dikhaa.o saahab
vo alag baa.ndh ke rakkhaa hai jo maal achchhaa hai
Ameer Minai
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
ne 'asad' jafaa-saa.il ne sitam junuu.n-maa.il
tujh ko jis qadar Dhuu.nDaa ulfat-aazmaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zamiir-e-paak o nigaah-e-buland o masti-e-shauq
na maal-o-daulat-e-qaaruu.n na fikr-e-aflaatuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
talKHii-e-daur-e-guzishtaa kaa tasavvur kar ke
dil ko phir maa.il-e-fariyaad kiyaa hai mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
tabl-o-alam hii paas hai apne na mulk o maal
ham se KHilaaf ho ke karegaa zamaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tadbiir na.ii soch ko.ii ai dil-e-saada
maa.il-ba-karam tujh pe vo aise nahii.n hogaa
Shahryar
Ghazal
ko.ii diinaar na dirham na riyaal achchhaa hai
jo zaruurat me.n ho maujuud vo maal achchhaa hai