SEARCH RESULTS
Showing search results for "مرشد_کامل"
Ghazal MATCHES FOR "مرشد_کامل"
Ghazal
dil ravaa.n jis kaa ho ik murshid-e-kaamil kii taraf
kaun rokegaa use jaane se manzil kii taraf
Shaz Malik
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ban jaataa hai phir shaiKH kaa bhii murshid-e-kaamil
Dagtaa nahii.n piitaa hai jo paimaana hamaaraa
Shad Azimabadi
Ghazal
jo murshid-e-kaamil hai vo KHurshiid ke maanind
baKHshe hai muriido.n ko ziyaa kuchh nahii.n kahtaa
Mohan Singh Deewana
Ghazal
bai'at mai.n kis ke haath pe 'resham' karuu.n bataa
bazm-e-suKHan me.n murshid-e-kaamil ko.ii nahii.n
Reshma Zaidi
Ghazal
Om Prakash Laghar
Ghazal
yuu.n mere gird kohkan-o-qais hai.n 'shahiir'
jaise muriid murshid-e-kaamil ke aas-paas
Shaheer Machlishahri
Ghazal
go yaqii.n thaa miraa mohkam pa tan-aasaanii me.n
ye jo dil hai ye miraa murshid-e-kaamil na banaa
Ahmad Adil
Ghazal
saahib-e-dil hai vahii murshid-e-kaamil hai vahii
mere chehre se jo meraa Gam-e-pinhaa.n samjhaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
haasil hai karam us ko ik murshid-e-kaamil kaa
'shaakir' kii du.aa le lo 'shaakir' ne du.aa lii hai
Shakir Inayati
Ghazal
'bahzaad' us kii ziist ko.ii ziist hii nahii.n
jis ko 'ataa-e-murshid-e-kaamil na mil sakii
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
alaamate.n hai.n ye sab ek mard-e-kaamil kii
KHuluus-e-ruuh o yaqiin-e-tamaam o soz-e-daruu.n
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
jis ke paas yakjaa ho.n diin-o-daanish-o-daulat
aise mard-e-kaamil kaa aastaa.n nahii.n miltaa