SEARCH RESULTS
Showing search results for "مسجدیں"
Ghazal MATCHES FOR "مسجدیں"
Ghazal
KHamoshii o.Dh ke so.ii hai.n masjide.n saarii
kisii kii maut kaa elaan bhii nahii.n hotaa
Rahat Indori
Ghazal
laa.ii phir ik laGzish-e-mastaana tere shahr me.n
phir bane.ngii masjide.n mai-KHaana tere shahr me.n
Kaifi Azmi
Ghazal
laa.ii phir ik laGzish-e-mastaana tere shahr me.n
phir bane.ngii masjide.n mai-KHaana tere shahr me.n
Kaifi Azmi
Ghazal
masjide.n sab ko bulaatii hai.n bhalaa.ii kii taraf
aa.e.n na aa.e.n pukaare to sabhii jaa.e.nge
Shakeel Azmi
Ghazal
masjide.n shahr kii ai piir-e-muGaa.n KHaalii hai.n
mai-kade me.n to jamaa.at kii jamaa.at aa.ii
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
masjide.n tarastii hai.n us taraf azaano.n ko
is taraf shivaalo.n me.n rah ga.e sanam tanhaa
Qateel Shifai
Ghazal
mandir bhii saaf ham ne kiye masjide.n bhii paak
mushkil ye hai ki dil kii safaa.ii na ho sakii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
laa.o mai-KHaane hii me.n kaaT na de.n itnii raat
masjide.n ho ga.ii.n maamuur ye maamuur nahii.n
Safi Lakhnavi
Ghazal
Shagufta Shafiq
Ghazal
har ik ko hai ab uns usii but kii galii se
viiraan hu.ii.n masjide.n suune hai.n kaliise
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
na masjide.n na shivaale talaash karte hai.n
ye bhuuke peT nivaale talaash karte hai.n
Haneef Rahi
Ghazal
ik din jo 'farhat-ehsaas' uTThaa namaaz pa.Dhne
dekhaa ki masjide.n KHud but-KHaana ho rahii hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
ye but-kade ye kaliisaa ye masjide.n ye haram
ye sab fareb hai.n aur ek sa.ng-e-dar ke fareb
Shaukat Thanvi
Ghazal
kis qadar KHush-fahm the jo log agle vaqt me.n
masjide.n banvaa diyaa karte the but-KHaano.n ke saath