SEARCH RESULTS
Showing search results for "مقسوم"
Ghazal MATCHES FOR "مقسوم"
Ghazal
har safar ke baa'd vaisaa hii safar rakkhaa gayaa
aur phir maqsuum meraa dar-ba-dar rakkhaa gayaa
Sarmad Sahbai
Ghazal
vo to maqsuum hii kuchh aur hu.aa karte hai.n
sab kii taqdiir me.n Gam ho.n ye zaruurii to nahii.n
Anwar Shadani
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
ham nahii.n kuchh bhii magar maarka-e-ishq kii KHair
jiit maqsuum hu.ii us kii jidhar ho ga.e ham
Pirzada Qasim
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
maqsuum kaa jo hai so vo pahu.nchegaa aap se
phailaa.iye na haath na daaman pasaariye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
shaaKH-e-badan se saare parinde to u.D ga.e
sajda tire KHayaal kaa maqsuum kab hu.aa
Ashar Najmi
Ghazal
apnii aa.nkho.n me.n vahii aks liye phirte hai.n
jaise aa.iina-e-maqsuum sa.nvarne ko hai
Yasmeen Hameed
Ghazal
ko.ii mushtaaq rahaa jalva kisii ne dekhaa
is ko kyaa kiijiye maqsuum hai apnaa apnaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Kavish Badri
Ghazal
kabhii to va.ada nibhaane kii baat kii hogii
KHutuut-e-yaar ko maqsuum kar ke dekhuu.ngaa
Mahwar Sirsivi
Ghazal
ek aavaaz pe maqsuum thaa chalte rahnaa
be-ta.ayyun thaa safar raKHt-e-safar kyaa letaa