SEARCH RESULTS
Showing search results for "منظرؔ"
Ghazal MATCHES FOR "منظرؔ"
Ghazal
hai jin se un aa.nkho.n kii qasam khaataa huu.n 'manzar'
mere liye parvaana-e-jannat hai mohabbat
Manzar Lakhnavi
Ghazal
gaa.nv me.n mohabbat kii rasm hai abhii 'manzar'
shahr me.n hamaare to jo bhii hai madaarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
aa.nkh vaale nahii.n pahchaante us ko 'manzar'
jitne nazdiik se phuulo.n kii adaa jaantii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
'manzar' apne KHuun se is shaaKH ko sarsabz kar
gar zabaa.n miT jaa.egii teraa hunar dekhegaa kaun
Manzar Bhopali
Ghazal
'manzar' miiThii baate.n bhii to kartaa hai
ka.Dve bol sunaa jaataa hai ba.az auqaat
Manzar Naqvi
Ghazal
KHudaa ne mujh ko bin-maa.nge ye nemat dii hai 'manzar'
taraste hai.n bahut se log mamtaa dekhne ko
Manzar Bhopali
Ghazal
vahaa.n pe qaafile bhaTke.nge tai hai ye 'manzar'
jahaa.n usuul se KHaalii qayaadate.n ho.ngii
Manzar Bhopali
Ghazal
sab kuchh mire saaqii ne diyaa hai mujhe 'manzar'
mohtaaj-e-mai-o-shiisha-o-paimaana nahii.n huu.n
Manzar Lakhnavi
Ghazal
Manzar Lakhnavi
Ghazal
muskuraataa hai Gam-e-ziist me.n 'manzar' aise
phuul jis tarah gulistaa.n me.n khile KHaar ke paas
Jawed Manzar
Ghazal
Umair Manzar
Ghazal
na aaGaaz ulfat kaa achchhaa thaa 'manzar'
na anjaam achchhe nazar aa rahe hai.n
Manzar Lakhnavi
Ghazal
tinke chune kabhii to kabhii KHaak u.Daa.ii hai
'manzar' na jaane aur abhii kyaa kare.nge ham
Manzar Lakhnavi
Ghazal
hai mohabbat ko.ii biimaarii to biimaarii qubuul
haa.e 'manzar' kis maze kaa dard apne dil me.n hai
Manzar Lakhnavi
Ghazal
'manzar' shikaayato.n kii talaafii zaruur hai
ik sajda shukr kaa bhii KHudaaraa kabhii kabhii