SEARCH RESULTS
Showing search results for "مکتوب"
Ghazal MATCHES FOR "مکتوب"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
dekh kar phuul ke auraaq pe shabnam kuchh log
tiraa ashko.n bharaa maktuub samajhte ho.nge
Bashir Badr
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh ko saavan me.n kabhii KHat na ravaana karnaa
jaate jaate tire maktuub se nam jaataa hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
misl-e-maktuub na kahne me.n hai kyaa kyaa kahnaa
na mirii tarz-e-KHamoshii na kisii kaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
ye jaantaa huu.n ki tuu aur paasuKH-e-maktuub
magar sitam-zada huu.n zauq-e-KHaama-farsaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo mirii chiin-e-jabii.n se Gam-e-pinhaa.n samjhaa
raaz-e-maktuub ba-be-rabti-e-unvaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
merii nazro.n se jo ik baar na pahu.nchaa tujh tak
phir vo maktuub dobaara nahii.n likkhaa mai.n ne
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
vo bhii jaane ki lahuu ro ke likhaa hai maktuub
ham ne sar naama kiyaa kaaGaz afshaanii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
naama-bar dil kii tasallii ke liye bhejuu.n huu.n
varna ahvaal miraa qaabil-e-maktuub na thaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
aavaara bhaTaktaa rahaa paiGaam kisii kaa
maktuub kisii aur kaa thaa naam kisii kaa
Ain Tabish
Ghazal
barham kabhii qaasid se vo mahbuub na hotaa
gar naam hamaaraa sar-e-maktuub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
vo KHat jo us ke haath se purze hu.aa 'adam'
duniyaa kaa sab se qiimtii maktuub ho gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
pahu.nchegaa tere paas kabuutar se pesh-tar
maktuub-e-shauq u.Daa ke tire be-qaraar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ra.ng-e-pariida.n qaasid baad-e-sahar kabuutar
kis kis ke ham havaale maktuub kar chuke hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
naame kaa mire ye thaa javaab ai mah-e-nau-KHat
ye qaa.eda-e-qaasid-o-maktuub na hotaa