SEARCH RESULTS
Showing search results for "مہیا"
Ghazal MATCHES FOR "مہیا"
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
visaal-o-hijr kii hasrat me.n juu-e-kam-maaya
kabhii kabhii kisii sahraa me.n jaa nikaltii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
maqduur ho to KHaak se puuchhuu.n ki ai la.iim
tuu ne vo ganj-haa-e-garaa.n-maaya kyaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
sivayyaa.n duudh shakar meva sab muhayyaa hai
magar ye sab hai mujhe naagavaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
mujh saa be-maaya kahaa.n aur kahaa.n zom-e-kalaam
ai mire rabb-e-suKHan terii ataa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
vo daad-o-diid garaa.n-maaya shart hai hamdam
vagarna mehr-e-sulaimaan-o-jaam-e-jam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ajmal Siraj
Ghazal
be-qiimat-o-be-maaya isii KHaak me.n yaaro
vo KHaak bhii hogii jise aa.nkho.n se lagaa.uu.n
Athar Nafees
Ghazal
ko.ii jiine ko samjhe maaya-e-ishrat buraa kyaa hai
mujhe to ik ibaadat zindagii mahsuus hotii hai
Jigar Barelvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
'aql hai fitna-e-bedaar sulaa de.n is ko
'ishq kii jins-e-giraa.n-maaya ko arzaa.n kar de.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ram-sheva hai sanam to hai ram-aashnaa ye dil
haasil hai mujh ko aish muhayyaa kahe.n jise
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
ye alag baat tujhe TuuT ke chaahaa lekin
dil-e-be-maaya ne kuchh bhii nahii.n chaahaa tujh se