SEARCH RESULTS
Showing search results for "میدان_کارزار"
Ghazal MATCHES FOR "میدان_کارزار"
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n aa.e vo qaum kyaa
jis kaa javaan aa.iina-KHaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
KHvaabo.n ke darmiyaan hai muddat se ek ja.ng
maidaan-e-kaar-zaar na lashkar dikhaa.ii de
Mohsin Zaidi
Ghazal
dushman ke tan pe gaa.D diyaa mai.n ne apnaa sar
maidaan-e-kaar-zaar kaa paa.nsa palaT gayaa
Qateel Shifai
Ghazal
har ek samt havaa ke aziim lashkar the
aur ik charaaG hii maidaan-e-kaar-zaar me.n thaa
Manzoor Hashmi
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n auro.n ke saath-saath
merii anaa kii teG mire duu-baduu rahii
Ayyub Aadil
Ghazal
qadam qadam pe yahaa.n chiiKHne kii hai aavaaz
ki jaise ham kisii maidaan-e-kaar-zaar me.n hai.n
Ejaz Ali Arshad
Ghazal
Ghulam Hasan Hasani
Ghazal
Nikhat Barelvi
Ghazal
KHud apne aap se har dam huu.n barsar-e-paikaar
mai.n apnii zaat ke maidaan-e-kaar-zaar me.n huu.n
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n jo kuchh na kar sake
mahfil me.n vo bhii Gaazii-e-guftaar ho ga.e
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
sa.nbhal ke aa mire hamdam ki raah-e-ishq-o-vafaa
maqaam-e-sajda bhii maidaan-e-kaar-zaar bhii hai
Urooj Qadri
Ghazal
bachaa sake.nge na ye naGma-haa-e-chang-o-rabaab
sipar uThaa ki tuu maidaan-e-kaar-zaar me.n hai
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
maidaan-e-kaar-zaar me.n 'aKHtar' kabhii bhii mai.n
KHauf-e-sinaan-e-zill-e-ilaahii na laa.uu.ngaa
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
ab bahar-suurat sar-e-maidaa.n utarnaa hai mujhe
kaar-zaar-e-ishq se paspaa.ii kii suurat nahii.n
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
miyaan-e-raah kha.De hai.n is intizaar me.n ham
ki gard-e-raah haTe aur kaarvaa.n nikle
Rais Amrohvi
Ghazal
madad ai miir-e-mardaan-e-vilaayat
ki gard-e-kaarvaa.n hai aur mai.n huu.n