SEARCH RESULTS
Showing search results for "میزان"
Ghazal MATCHES FOR "میزان"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mere jhuuT ko tolo bhii aur kholo bhii tum
lekin apne sach ko bhii miizaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
sirf sach aur jhuuT kii miizaan me.n rakkhe rahe
ham bahaadur the magar maidaan me.n rakkhe rahe
Rahat Indori
Ghazal
mere jhuuT ko kholo bhii aur tolo bhii tum
lekin apne sach ko bhii miizaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
sirf ronaa hai ki jiinaa pa.Daa halkaa ban ke
vo to ehsaas kii miizaan pe bhaarii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
KHauf-e-miizaan-e-qayaamat nahii.n mujh ko ai dost
tuu agar hai mire palle me.n to Dar kis kaa hai
Ameer Minai
Ghazal
ham aise KHaak-nashii.n kyaa lubhaa sake.nge use
vo apnaa 'aks bhii miizaan-e-zar me.n toltaa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
kyaa vaqt thaa kyaa vaqt hai is soch se haasil
chho.Do jo hu.aa kyaa use miizaan me.n rakhnaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
sirf ronaa hai ki jiinaa pa.Daa halkaa ban ke
vo to ehsaas kii miizaan pe bhaarii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
Gaflat-mataa-e-kaffa-e-miizaan-e-adl huu.n
yaa rab hisaab-e-saKHti-e-KHvaab-e-giraa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
mujhe bhii hukm nahii.n shahr se nikalne kaa
miraa hariif bhii maidaan me.n nahii.n aataa
Irfan Siddiqi
Ghazal
goyaa mire siine me.n miizaan-e-mohabbat hai
yuu.n dil me.n jigar me.n hai paikaan mohabbat kaa
Qadr Oraizi
Ghazal
jo paarsaa ho to kyuu.n imtihaa.n se Darte ho
ham e'tibaar kaa miizaan le ke aa.e hai.n
Manzar Bhopali
Ghazal
ha.nsiye na mujh pe vaqt kii miizaan dekhiye
din se sivaa thii raat abhii kal kii baat hai
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
baaT hii dil ke judaa ho.n to bhalaa kaun aaKHir
kis kaa ham-vazn ba-miizaan-e-mataalib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
miizaan-e-adl teraa jhukaa.o hai jis taraf
us samt se dilo.n ne ba.De zaKHm khaa liye
Sibt Ali Saba
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
haqiiqato.n se kaho hoshiyaar ho jaa.e.n
mai.n apne KHvaab ko miizaan karne vaalaa huu.n
Manish Shukla
Ghazal
rakh ke vo miizaan par diivaan apnaa ro pa.De
jab kisii ke be-sure alfaaz bhaarii ho ga.e