SEARCH RESULTS
Showing search results for "نازنین"
Ghazal MATCHES FOR "نازنین"
Ghazal
ai jism-e-naazniin-e-nigaar-e-nazar-navaaz
sub.h-e-shab-e-visaal terii malgujaahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
saamne jo aa jaa.uu.n kaifiyat hayaa kii phir
Taa.nk degii palko.n par naazniin KHaamoshii
Nazir Wahid
Ghazal
allaah-re safaa-e-tan-e-naazniin-e-yaar
motii hai.n kuuT kuuT ke goyaa bhare hu.e
Haidar Ali Aatish
Ghazal
durr-e-najaf to jism hai us naazniin kaa
muu-e-najaf me.n baal pa.Daa hai kamar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kishmish sii naazniin thii shaaKH-e-badan mirii
chaahat kii aab-o-taab se anguur kar diyaa
Dua Ali
Ghazal
khul rahaa thaa ruu-ba-ruu jannat ke gulshan kaa chaman
naazniin mahbuub goyaa huur aur Gilmaan the
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mujhe mile to mai.n us naujavaa.n ko qatl karuu.n
jo bad-zabaa.n ke liye naazniin chho.D gayaa
Rasheed Hasrat
Ghazal
kuchh apne harf ke motii kuchh apne lafz ke phuul
uchhaal aaya huu.n us naazniin kii jaanib
Shahid Kamal
Ghazal
baGair zevaro.n ke bhii hasiin hai yaqiin hai
vafaa jo o.Dh le vo naazniin hai yaqiin hai
Lankesh Gautam
Ghazal
Nazneen Begum Naz
Ghazal
parvaana-vaar jaataa huu.n phir bazm-e-naazniin
soz-e-vafaa kii sham-e-farozaa.n liye hu.e
Mohammad Mirza Wasif Rudaulvi
Ghazal
ab kis safar pe jaa.uu.n bataa naazniin-e-vahm
apnii qabaa-e-ruuh bhii tah kar chukaa huu.n mai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
ulfat kaa saaniha jo faqat dil kaa raaz thaa
vo naazniin us kii bhii tash.hiir kar gayaa
Abul Husain Azad
Ghazal
naazniin-e-ruuh ko kyuu.nkar na aar aa.e bhalaa
kis qadar musta.amal apnaa jaama-e-tan ho gayaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
us naaznii.n ne jab se kiyaa hai vahaa.n qayaam
gulzaar ban ga.ii hai zamiin-e-dakan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
niilaam ho rahaa thaa kisii naaznii.n kaa pyaar
qiimat nahii.n chukaa.ii ga.ii ik Gariib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ai ishq-e-naalaa-kash tirii Gairat ko kyaa hu.aa
hai hai araq araq vo tan-e-naaznii.n rahe