SEARCH RESULTS
Showing search results for "نسل_نو"
Ghazal MATCHES FOR "نسل_نو"
Ghazal
nasl-e-nau ke liye manzil kaa navishta rakh de
raah me.n ko.ii miraa naqsh-e-kaf-e-paa rakh de
Muzaffar Razmi
Ghazal
pa.Dhnaa jise fuzuul samajhtii hai nasl-e-nau
mash.huur ho ga.e isii urdu zabaa.n se ham
Mujahid Faraaz
Ghazal
jaane haalaat hame.n aur dikhaa.e.n kyaa kyaa
nasl-e-nau kaa ye bahaknaa nahii.n dekhaa jaataa
Momin Khan Shauq
Ghazal
ye nasl-e-nau to hamii.n se javaaz maa.ngegii
so iKHtilaaf ko had se sivaa nahii.n rakhnaa
Zakia Ghazal
Ghazal
ye nasl-e-nau hai itnii mohazzab ki is me.n aaj
'darvesh' guftuguu kaa saliiqa nahii.n rahaa
darvesh bharti
Ghazal
mere ajdaad ne sau.npii thii jo mujh ko 'razmii'
nasl-e-nau ko vo qabaa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
yuu.n nasl-e-nau kii zehaanat ko mumtahin na parakh
jise pa.Dhe ye na.ii nasl vo kitaab to de
Quaiser Khalid
Ghazal
Syed Iqbal Rizvi Sharib
Ghazal
Pranav Mishra Tejas
Ghazal
hamaare zehn ko irfaan-e-aagahii de de
jo nasl-e-nau ke liye bhii mufiid ho maulaa
Tilak Raj Paras
Ghazal
vo nasl-e-nau ke liye de gayaa nayaa fashion
mai.n jis libaas ko pahnuu.n puraanaa hote hu.e
Aatish Raza
Ghazal
janaab-e-shaiKH bhii zaalim ke ittihaadii hai.n
ye nasl-e-nau ko hidaayat suKHan-taraaz kare.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
taaki patto.n kaa ja.Do.n se silsila daa.im rahe
siikh le ai nasl-e-nau aslaaf ke aadaab sab
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
kuchh aise log bhii ai nasl-e-nau hayaat hai.n jo
sulag rahe hai.n rivaayaat KHatm hone par
Iqbal Ahmad Qamar
Ghazal
hai nasl-e-nau ke liye fikr laazmii 'rahbar'
dil-o-nazar kaa ko.ii naujavaa.n nahii.n miltaa