SEARCH RESULTS
Showing search results for "نشر"
Ghazal MATCHES FOR "نشر"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
na hashr-o-nashr kaa qaa.il na kesh o millat kaa
KHudaa ke vaaste aise kii phir qasam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkhe.n jhapak rahii hai.n mirii barq-e-husn se
pesh-e-nazar ho tum mujhe taab-e-nazar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
vo dil-rubaa se jo sapne the le u.Dii.n nii.nde.n
dhanak-nagar se vo dhu.ndlaa saa raabta bhii gayaa
Anwar Masood
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
agar ye hai tire daaman kii hashr-o-nashr miyaa.n
zamii.n pe KHaak hamaaraa Gubaar Thahregaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Aiman Amritsari
Ghazal
sajdo.n ko mire nashr-o-ishaa.at kaa nahii.n shauq
kyuu.n Gair ko taKHsiis-e-ibaadaat bataa duu.n
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
aa.iin-e-bazm-e-dahr se tuu be-KHabar nahii.n
lekin KHudaa kaa shukr ki mai.n kam-nazar nahii.n
Raz Chandpuri
Ghazal
likh ke jo bhej diyaa hai vo bayaa.n nashr kare.n
ab savaalaat kii jur.at nahii.n dii jaa saktii
Nasira Zuberi
Ghazal
nashr ho jaa.egii KHud kulfat-e-dauraa.n kii hadiis
tere shaa.ir me.n agar jur.at-e-lab baaqii hai
Saba Naqvi
Ghazal
kabhii havaa ne kabhii u.Dte pattharo.n ne kiyaa
hame.n to nashr ajab sii vazaahato.n ne kiyaa
Chandra Parkash Shad
Ghazal
machii hai dhuum mire shahr se nikalne kii
kahaa.n se nashr hu.ii ye KHabar nahii.n maa'luum