SEARCH RESULTS
Showing search results for "نظریات"
Ghazal MATCHES FOR "نظریات"
Ghazal
ye jo duniyaa hai ye duniyaa kii banaa.ii hu.ii hai
aadmii kyaa hai nazariyaat kii shaitaanii hai
Abbas Qamar
Ghazal
tashviish na kiije ye nazriyaat to ho.nge
KHadshaat kaa mausam hai savaalaat to ho.nge
Vazahat Nseem
Ghazal
tashviish na kiije ye nazriyaat to ho.nge
KHadshaat kaa mausam hai savaalaat to ho.nge
Vazahat Nseem
Ghazal
vaaqif hai.n sang-o-KHisht nazariyaat se mire
ugtii nahii.n hai ko.ii bhii diivaar mere paas
Shoaib Kiani
Ghazal
jin se ho jaatii hai iimaan se duurii 'ajmal'
aise afkaar-o-nazaryaat ne dil to.D dayaa
Ajmal Abullais
Ghazal
fan muztarib hisaar-e-nazariyaat me.n rahaa
ik be-gunaah jaise havaalaat me.n rahaa
Nizamuddin Nizam
Ghazal
badal chukaa hai miraa lams nafsiyaat us kii
ki rakh diyaa hai use mai.n ne an-chu.aa kar ke
Ali Zaryoun
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
aa.ina siina-e-saahab-nazaraa.n hai ki jo thaa
chehra-e-shaahid-e-maqsuud ayaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tuluu-e-sub.h hai nazre.n uThaa ke dekh zaraa
shikast-e-zulmat-e-shab muskuraa ke dekh zaraa
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
gale haath de khele naariyaa.n suu.n khel
jisuu.n khele piiv uu sar-afraaz hai
Quli Qutub Shah
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ishq ko jab husn se nazre.n milaanaa aa gayaa
KHud-ba-KHud ghabraa ke qadmo.n me.n zamaana aa gayaa
Asad Bhopali
Ghazal
yuu.n dekhte ho kyo.n mujhe nazre.n uThaa ke tum
diivaana kar rahe ho tamaasha banaa ke tum
Zeeshan Niyazi
Ghazal
ejaaz hai ye terii pareshaa.n-nazarii kaa
ilzaam na dhar ishq pe shoriida-sarii kaa