SEARCH RESULTS
Showing search results for "نعش"
Ghazal MATCHES FOR "نعش"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
is rang se uThaa.ii kal us ne 'asad' kii na.ash
dushman bhii jis ko dekh ke Gamnaak ho ga.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
galiyo.n me.n merii naa'sh ko khii.nche phiro ki mai.n
jaa.n-daada-e-havaa-e-sar-e-rahguzaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishaare kyaa nigah-e-naaz-e-dil-rubaa ke chale
sitam ke tiir chale niimche qazaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
ro.ndii kisii ne paa-e-hinaa.ii se merii naa'sh
thii zindagii me.n mujh ko jo buu-e-hinaa pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
mahruumiyo.n pe dil kii miTaa jaa rahaa huu.n mai.n
hai KHaak teraa naqsh-e-kaf-e-paa liye hu.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
shauq-e-diidaar mirii naash pe aa kar bolaa
kis kii ho dekhte raah aur kidhar dekhte ho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
naam-e-bad-baKHti-e-ushshaaq-e-KHizaa.n hai bulbul
tuu agar nikle chaman se to bahaar aa jaa.e
Momin Khan Momin
Ghazal
be-zaar zindagaanii kaa jiinaa muhaal thaa
vo bhii hamaarii na.ash ko Thokar lagaa ga.e
Momin Khan Momin
Ghazal
ye kis ke KHauf kaa galiyo.n me.n zahr phail gayaa
ki ek na.ash ke maanind shahr phail gayaa
Abbas Tabish
Ghazal
na.ash bhii mirii us ne qabr me.n na rahne dii
be-dayaar kii had tak be-dayaar karnaa thaa
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
kyuu.n hazrat-e-muusaa kii tarah na.ash me.n 'nassaaKH'
gar tum ne but-e-hosh-rubaa ko nahii.n dekhaa
Abdul Ghafoor Nassakh
Ghazal
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Ghazal
kuchh samajhdaar to hai.n naa'sh uThaane vaale
le chale hai.n mujhe is raahguzar se pahle
Hafeez Jalandhari
Ghazal
saath mayyat ke mirii vo nahii.n chalte do qadam
bas vahii.n na.ash ko uThvaa ke chale aate hai.n