SEARCH RESULTS
Showing search results for "نعلین"
Ghazal MATCHES FOR "نعلین"
Ghazal
naalain mubaarak kaa hu.aa faKHr jo haasil
bas jhuum gayaa arsh-e-mua.allaa shab-e-me.araaj
Abdul Halim Sharar
Ghazal
ujaaltaa huu.n mai.n naalain-e-paa-e-laKHt-e-jigar
ki madrase ko chalaa ilm kaa KHazaana ko.ii
Sabir Zafar
Ghazal
ye aasmaa.n zamiin kii naalain rah gayaa
badle me.n us ko taare ugaane diye ga.e
Kazim Husain Kazim
Ghazal
falak pe rau.ndaa thaa naalain se jinhe.n ik roz
vo ham ne raaste dekhe hai.n kahkashaa.n vaale
Mujavir Husain
Ghazal
shaayad nasiib bosa-e-naa'lain-e-yaar ho
jo KHaak ho to KHaak-e-sar-e-rahguzaar ho
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
aa.inda shaam ko ham royaa ku.Dhaa kare.nge
mutlaq asar na dekhaa naaliidan-e-sahar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Khaavar Jilani
Ghazal
zaalim KHabar to le kahii.n 'qaa.em' hii ye na ho
naalaan o muztarib pas-e-diivaar hai ko.ii