SEARCH RESULTS
Showing search results for "نقب"
Ghazal MATCHES FOR "نقب"
Ghazal
chor apne gharo.n me.n to nahii.n naqb lagaate
apnii hii kamaa.ii ko to luuTaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
in makaano.n pe KHudaa apnaa karam farmaa.e
jin me.n KHud un ke makii.n naqb lagaane lag jaa.e.n
Bedil Haidri
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
vaise tamaam umr mirii nii.nd me.n kaTii
ghar me.n naqab lagii to mai.n bedaar ho gayaa
Afzal Minhas
Ghazal
ye aur baat makiino.n ko kuchh KHabar na hu.ii
lagaa rahe the muhaafiz magar naqab kab se
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
Hasan Rizvi
Ghazal
chalne ko hai havaa-e-gul-o-laala kii jagah
ik naqb sii lagaatii hu.ii sarsar-e-aqab
Aziz Hamid Madni
Ghazal
lagaa ke naqb kisii roz maar sakte hai.n
puraane dost nayaa ruup dhaar sakte hai.n
Bilqees Khan
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
Taj Saeed
Ghazal
chaTaKHtii kaise na us ke makaan kii buniyaad
naqab lagaa.ii thii us ne pa.Dos kii chhat me.n
Syed Shiban Qadri
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
mai.n qaid-e-haft-ra.ng se aazaad ho gayaa
kal shab naqab lagaa ke makaan-e-havaas me.n
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
bahaana Dhuu.nD rahe hai.n tamaam ahl-e-sitam
fasiil-e-shahr-e-vafaa me.n naqab lagaane kaa
Khawer Eijaz
Ghazal
ye log apnii hii diivaar ke naqab-zan hai.n
kabhii na bhuul ke tum ghar kaa paasbaa.n rakhnaa