SEARCH RESULTS
Showing search results for "نوبت"
Ghazal MATCHES FOR "نوبت"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
shahr-dar-shahr mire ishq kii naubat baaje
mai.n jahaa.n jaa.uu.n tire naam se rusvaa ho jaa.uu.n
Shakeel Azmi
Ghazal
is qadar kis ke liye ye ja.ng-o-jadal ai garduu.n
na nishaa.n mujh ko diyaa hai na tuu naubat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mai.n aa.ina banuu.ngaa tuu patthar uThaa.egaa
ik din khulii sa.Dak pe ye naubat bhii aa.egii
Iqbal Sajid
Ghazal
mashvara lene kii naubat hii nahii.n aa paatii
ek se ek samajhdaar pa.Daa hai mujh me.n
Anjum Saleemi
Ghazal
roz-e-mahshar jo mirii daad kii naubat aa.ii
ye ga.ii vo ga.ii kab haath qayaamat aa.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
naubat-e-giriya o be-taabii-o-zaarii aa.ii
ba.De ha.ngaame se kal yaad tumhaarii aa.ii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
ham Taalte rahe ki ye naubat na aane paa.e
phir hijr kaa azaab zaruurii saa ho gayaa
Aitbar Sajid
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
ham ne to bahut harf tirii mad.h me.n soche
afsos ki sunvaa.ii kii naubat nahii.n aa.ii
Aitbar Sajid
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
naubat jo ham se gaahe aatii hai guftuguu kii
mu.nh me.n zabaa.n nahii.n hai is bad-zabaa.n ke go.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
asp o shutur o fiil o KHar o naubat o lashkar
gar qabr talak apne chalaa saat to phir kyaa